In very morning Dhruv Comes to tara when tara was sleeping He keeps a note behind her bed
Then He holds Tara hand
Dhruv - Tara please mujhe maaf kr dena me tumhe chod kr nhi jaana chahata lekin kya karu Shaurya mere saath nhi rehna chahta isliye me yahan se jaa rha hu please apna aur Shaurya ka dhyan rakhna.
Then he kisses on her hand and on her forehead
Dhruv - Goodbye Tara and I love you
Then Dhruv leaves from there and he goes to Shaurya room Shaurya was also Sleeping
Dhruv - me janta hu aap apne jaadugar se naraz h par apke jaadugar aapse bahut payar karte hai aur aap chahte h na ki me yahan se chala jaun theek h Shaurya me jaa rha hu hamesha ke liye aur aap Raja banna chahate h na to me chahata hu ki aap bahut acche Raja bane aur jab aap bade hokar Raja bane to aap sabki madad karna Shaurya aur hamesha khush rehna
Then he kissed his forehead
Dhruv - aap mere dil ka tukda ho shaury me hamesha aap ko bahut yaad karunga
Tears comes in his eyes when he was going out of the palace then somebody holds his hand
Dhruv truns and see that She is sukanya
Dhruv - Sukanya aap aap to dusare nagar me gyi thi wapis kab aayi
Sukanya - kal raat me hum aaye aur hume pta chala ki yahan kya kya hua hai Shaurya ne kya kiya aur phir hum aap ke kaksh ki me aa rhe the to humne dekha ki maharaj mahaveer ko dekha Hume bahut parasanta hui unhe dekh kr pr jab aapki aur unki baate suni to bahut krodh bhi aaya un pr aur phir baad me ek daasi ne bataya ki unhone maharaj Surya Pratap ji ki hatya kr di
Dhruv - nhi sukanya aaise nhi kehte unhone Jo Kiya sirf apni behen ke liye kiya aur galatfehmi ho gyi thi unhe ki Surya Pratap ji tara ke saath kuch galat kiya aur bhala ek bahi kaise bardasht kr sakta h ki unki behen ke saath kuch galat ho aur jab unhone Surya Pratap ji ki jaan li na tab unhe ye bilkul nhi pta tha ki unki behen Tara jeevit hai aur waise bhi unke beech mallyuddh hua tha to mulyuddh ka to yahi niyam h ki kisi ek ji jaan Jani hi h koi ek hi jeevit teh sakta h aur ek mirtyu ko prapt hota hai
Sukanya - Parnantu jo wo aap ke saath kr rhe h wo bahut galat hai aap Rajkumari ji ke pati hai aur Shaurya ke pita to aap aaise kaise Jaa sakte hai unhe chod kr
Dhruv - Nhi sukanya Shaurya mere saath nhi rehna chahta usi ne kaha hai ki me chala jaun isliye jaa rha hu kyunki wo mujhse bahut nafrat karta hai
Sukanya - yah sab Rajkumari Ji ki galti hai pahle unhone aapse Shaurya ka sach chhupaya aur jab aap wapas aaye aur aapko Shaurya ka sach bhi pata chala tab bhi vah aapke sath wapas nahin gai agar unhone sacchai pahle hi sabko Bata Diya hota to Aaj aapke sath yah nahin hota
Dhruv - vah to sirf apna kartavya nibha rahi thi Sukanya
Sukanya - kaisa kartavya Maharaj Surya Pratap to Rajkumari ji ke Pati bhi nahin the haa unhone unke madad ki per iska Arth yah to nahin hai na ki vah aapke sath galat Karen aap unke Pati Hain to unka pahla kartavya to aapke prati hona chahie tha na aur vah yah bhi janti thi ki Shaurya aapka Putra hai un per sabse pahla Adhikar aapka hai fir bhi unhone Shaurya ko aapse dur Kiya nahin unhone Shaurya ko aapse chhin kar Maharaj Ko Diya isliye Aaj yah sab ho raha hai sari galti Rajkumari Ji ki hai unhen pahle hi chale jana chahie tha aapke sath
Dhruv - nahin Sukanya Aisa nahin hai Tara ko apni galti kaise ho gaya tha vah mere sath aane Ko taiyar hai aur vah yah bhi kah rahi thi ki ham sare ko lekar chale jaenge lekin Shaurya nahin aana chahta mere sath agar ham sare ko lekar chale bhi Gaye to uske man per kya asar padega vah mujhe kabhi bhi Apne pita swikar nahin kar payega aur vaise bhi usne Abhi Abhi Apne Baba Sa ko khoya hai vah sadme mein hai aur main tara ko yahan se le jakar Shaurya se uski maa Ko nahin chhinna chahta isliye main ja raha hun
YOU ARE READING
Dhruv Tara Samay Sadi Ke Pare
FanfictionThis is Story of Dhruv Tara when Shaurya refuses to accept Dhruv as his Father and Dhruv is very hurt and Dhruv leaves Devgarh after that Tara also comes in 21 century along with in search for Dhruv and now let's see how how Tara will find Dhruv in...