Kal kal karti vo nadi, kabhi samundar se ja
Milti hai
Jo samander Mann Ko shant karta hai
Vah Krodh mein Aakar sab kuchh ashant kar jata hai
Har apna Har paraayaa kabhi Khushi to kabhi Gam dekar jata hai
Dekhte hi dekhte n jaane kaise waqt Badal jata hai
Do pal pahle janm Lene wala nanha baccha n jaane kab sayana ho jata hai
Kal kal Karti vah nadi kabhi samundar Se Ja milati hai jo samander Man Ko shant karta hai vah Krodh mein Aakar
sab kuchh ashant kar jata hai
sab kuchh ashant kar jata hai
