Mera naam Pranab hai ma 12th ma hu ma aap ko apni love story btana ja raha hu.
Yeh 2013 ki baat jaab ma ik computer canter ma computer ki class karta tha sath ma sikata bi tha. July ma ik ladki computer sikna k liya ay wo sham ko ati thi tab sham ki class ko parhata tha.
Muja wo larki bhut pasand aai pehele ma use bulata nahi tha.
Fir thodi time me hmari bol chal shuru hue or thoda din ma bhut acha dost ban gy.
Ma usa like karta tha to mene 1 din use parpose kar diya to usa ne mna kar diya, kyuki woh kisi or ladke ko pyar karti thi lakin vo ladka use shod kar ja chuka tha.
Us din mane bhut drink ki, yeh baat us ko pta chal gai pehele mene kabi drink nahi ki thi is liya mari tabiya karab ho gai.
jab ma thik hua to fir us se baat hue to us na btaya ki woh mere layak nahi he,kyo ki jis sa vo pyar karti thi sex bi kiya hai us ke sath, mene kaha ki woh tumhara background tha vo tum bhul jao ma tumhe kabi is baat ka ahasas nahi karauga. Fir us ne sochne ka time maga or 2 din baad muja us ki call aai ki i love u. Meri kushi ka dikana nahi raha ham har roj phon par bate karte.
muja us sa sacha pyar tha lakin woh mare sath time paas kar rahi thi sab kuch acha chal raha tha ki tabhi au ne muje kha ki mara rishta ho gya he .
Mene pata kiya to muja pata chala ki us ka rishta nahi hua tha fir us ne mujh se baat karni chod di.
Mene us se milne ki kosish ki lakin wo mujh se nahi milna chati thi. Ik din mene use phon kiya kam se kam nahi to 75 baar tab jakar us ne phon uthaya or kaha ki agar dubara phon kiya to ma apna papa ko bta du gi.
Mene kaha bta mene usa kaha ki ma tumhare bina maar jauga aur us ne age esa ans diya mro.
Mene ja kar fir uas din bhut drink ki or kai nasha kiya jis k karan ma hospital chala gya or doctors ne jawab diya ki is ka bachana muchkil hai.
Lekin me bach gya me abhi bi us se bhut pyar karta hu aur vo meri taraf dekhti bi nahi, mene 2 baar suicide karna ki koshish lakin bach gya .
me usa nahi bhul paya na bhul pauga jab us ki yaad ati hai to drink kar ata hu. Vo ladki abi bhi mare dil mai hai . I love u SushmaEk sacche piyar ko kabhi b mt thukraya kro
![](https://img.wattpad.com/cover/67987812-288-k722663.jpg)