3 months back.....in chandigarh
its nearly 11 in the night....the roads are deserted...as if no one lives here..the wind is blowing in its full as as its month of december...the fog makes the atmoshphere more like haunted place...only few people are seen on road n they are also in hurry to go....lekin khete hai ki...toofan ke phale bhi sanata hota hai...sayad yeh whi sanata tha..
raat hote hi ghar jane ki jaldi sab ko hoti hai...isi hi jaldi us ladki ko bhi thi....ise andhare sunsan raat me akale nikal dangerous hota hai...yeh baat us ladki ko pata tha...lekin phir bhi ow aayi...akeli....akalepan emptyness sayad yehi uski zindagi thi.
jaldi jaldi ow road cross kar rahi thi...tabhi aachank a truck ne use hawa me phek diya.....un kuch seconds me hi ow 100 maute mari....yeh soch kar ki aage kya hoga...
truck ka driver bina dekhe aage nikal gaya....aur kuch logo ki bheed us ladki ho charo aur se gher liya.....
us truck ko follow kar rahi thi ek army jeep.....jis me major rajveer n lt. bunty the....raj dekha us truck ko ek ladki ko hit karte.
raj-chobey....mera us truck ko follow karna bhaut important hai...us truck ne kisi ka accident kya hai..tum jao aur use hoapital le jao
chobey-yes sir...lekin aap
raj-me us truck ko follow kar raha ho....i will inform u what to do next...abhi tum use hospital le kar jao
chobey-yes sir
raj phir us truck ko follow karne lagta hai...
bunty crowd ke pas jata hai.....sab us ladki ko dekh rahe hai but koi bhi use hospital le jane ko tyaar nahi tha...
person1-ise hospital le jana hoga...bahut khoon beh raha hai iska
person2-kaun le kar jayega ise
person3-aap ke pas gadi hai...aap le jao
person2-na baba na....kaun pare police ke pachre me...me nahi ja raha
person1-police ko phone kar dete hai
bunty ko yeh sab sun kae bahut gussa aata hai...
bunty-koi jaurat nahi hai police ko bhi phone karne ki....insanyat nam ki toh koi cheez hi nahi hai aap logo me...ek ladki mar rahi hai..aur aap log ho ki..cheee
person4-toh tu kyu nahi le jata hai....gayan kyu bant raha hai
bunty-gayan batne ka shauk nahi hai mujhe.....ise hospital le kar ja raha ho...bas itna yaad rakhna...bhagwan na kare ise accident me aap logo ka koi na ho
bunty phir use hospital le kar jata hai....
IN HOSPITAL
kuch hours baad...
bunty ot ke bhar wait kar raha hai...tabhi dr ot se bhar aata hai
dr.-bahut sahi time par aap ise yeha le aaye....nahi toh isa bachna bahut muskil tha
bunty-ab kisi hai ow
dr.-out of danger hai but behosh hai...kafi blood loss hua hai....
tabhi bunty ko kuch yaad aata hai
bunty-sir yeh ladki pregnant thi...use bacche ka kya hua
dr-hum baache ko nahi bacha sake.....baacha yeha aane se phale hi khatm ho chuka tha
kuch time ke liye waha khamoshi cha jati hai
dr-aap is ladki ko jante hai
bunty-nahi sir...road par accident hua tha isa ka
tabhi bunty ko call aati hai...raj ka phone tha
bunty-sir,aap kise ho and truck kya hua uska
raj-truck ko humne pakad liya...lekin ow aadmi bhag gaya
bunty-sir kya tha truck me
raj-kariban 10 lakh rupee n bahut sara weapons....border par le jane ke koshish me tha...ha aacha yeh batao...ow ladki kisi hai
bunty-danger se bhar hai sir but behosh hai
raj-uske kisi relative ka pata chala
bunty-nahi sir,koi id nahi kuch nahi...hospital bills bhi hai sir
raj-bills ki tension mat lo....dr ko bolo aachi se aachi treatment de use...i will pay the bills
bunty-wah sir..bahut bada dil hai aapka
raj-waha sab settle kar do phir aana
bunty-yes sir
bunty phir dr se baat kar n bill li tension na le kar us ladki ka sahi treatment karne ko kehta hai...aur phir apna no counter par likha kar chala jata hai
yes i told that i will update on saturday....but updated today only..hope u all enjoy the story..
i know its not too long.....promise next update will be long...plzz bear with the spellings....
YOU ARE READING
WHAT A LOVE STORY : Rajveer Naina ff
Fiksi Penggemar"you are just a lability for me and nothing else....." Meet Naina a beautiful, amazing, soft hearted and head strong girl......a girl who stands tall against all odds in her life......she is like phoenix who always raises from the ashes....... Mee...