Part 8:-

213 21 0
                                    

I wiped my tears and stop writing.

" Sahi kaha tha tumne Sumedh inta
varosha mat karo, kissi din tord
diya to bohut dard hoga. Aaj
jab asal mein tord diya
varosha tab jake pata chal raha
hai kitna dard hota hai
varosha tutne mein ."
I thought.

Suddenly someone knocked at my door. I closed my diary and looked at the door and found Saanvi was there.

I : Aree Maharaani Saheba, aiye kaysi yaad kiya??

Saanvi : Tu to yaad karti nehi, socha main hi karlu.

She entered in the room and sat on the bed. I stood up and sat beside her.

I : Suna tu khudkhusi kar rehi hai?

Saanvi : hah?

I : Saadi kar rehi hai na tu.

She nodded. "or ab tu bhi kar le." Maa said and entered in the room with a glass of water.

Maa : Saanvi tuhi isse samjha ki Saadi karle yea ab.

I : Mamma please...

Saanvi : Ek hafta ho geya tu ai hai, mujh se baat tak nehi kiya.

Maa: Jabse ai hai mujh se thik se baat nehi kiya. Pura din diary mein keya likh ti rehti hai.

Maa left the room. "Diary? Which Diary??" Saanvi asked. She looked at the diary on the table. Then she looked at me. I lowered my lashes.

Saanvi : Yea to wohi diary hai na.... Dhara tu aj bhi...

I: No Saanu main usske kheyalat mein nehi jee rehi hu... Iss diary mein sirf hamare beetaye huye acche moments ke bare mein likha hai, usske baad jo huya hai main bass wohi likh rehi hu..... Leave it.... Tu apne bare mein baata.... At last tu love marriage kar rehi hai...

Saanvi : Shhh.. Chup kor (shut up)

I : OH sorry. Bhul gei thi ki sabke liye to yea arrange marriage
hai (chuckled).

Saanvi : or baata wapas kab ja rehi hai??

I : After two days.

Saanvi : Mumbai?

I : Yup... Woha se Bangalore jaungi... I have a show in Bangalore on 2nd June.

Saanvi : Oo.. Megha bhi jayegi tere saath... Hai na

I : or Nish bhi jayegi.

Saanvi : Wo kuyn jayegi??

I : Ayse hi.

Saanvi : Oke then bye, I have to go. Or Saadi mein jaldi aa jana.

I : Yea bhi koi baata ne wali baat hai.

Saanvi : Bye

I : Bye.








PYAAR THA (Love Never Disappears) #Completed Where stories live. Discover now