Next morning
Rikara and ruvya in room
Bhav: koi idea aaya ....kya karna hai
Ru: nhi ...... Sab k saamne choti ma anika didi KO chunar toh udhane nahi wali
Bhav:exactly
Gauri: or ye rasam hum uss nagini KO karne nhi de sakte kuch toh Karna padega
Ru: par hum karenge kya........In hall
Pinky: itna kaam hai or ye anika kahan hai anika
Ani: ji aunty
Pinky: wo pandit ji aa Gaye
Ani: ji
Pinky: or chunar
Ani: aunty sab ho gaya hai
Pinky: acha ek kaam kar ja k shivaay KO bula la pandit Ji aa Gaye haiShivaay's room
Shivaay was getting ready
Anika knocks the door
Ani: wo pinky aunty aapko bula rhi hai
Shiv:haan (he think something) ...........vo mera na ye sherwani ka button nhi lag rha tum help karogi
Ani: main
Shiv: haan tum
Anika goes near to him start helping him
(Shivaay was in cheapda mode)
Hair flicks comes on anika's face shivaay removes the hair flicks from her face
And they had an eye lock
Shiv: anika
Ani: hmmm
Shiv: tum achi lag rhi ho
Pinky calls shivaay
Ani: aapko pinky aunty bula rhi hai
Shiv: haan chaloIn hall
Pinky: ragini....... Chal aaja jaldi aa kar yahan bait sits here
Gauri: ab kya kare
Bhav: pta nhi bhabhi
Gauri: ye rasam ragini k saath nhi honi chahiye
For insulting anika nagini apna bag gira deti hai
Nag: ohhh anika kya tum mera saaman utha dogi
Gauri: kyu anika didi kyu uthayengi
Khud uthao
Pinky: arey wo kaise uthaiye rasam chal rhi anika utha d
Anika start collecting her saaman Jo nagini k pairoon k paas gira hua tha
Pinky: pandit ji ab kya Karna hai
Pandit: ab aap dulhan KO pooja ki chunar udhaiye
Pinky: ji
Pinky was about to make nagini wear that chunar but air blows ( hawa chali) or chunnar anika k upar gir gayi
Anika gets up wearing that chunar on her head and everybody was in shock
Ru: ye kya
Gauri: bhagwan Ji bhi chahate hai ki anika didi hi shivaay bhaiya ki dulhan bane
Bhav: haan tabhi toh humare kuch kiye bina hi anika bhabhi ki chunar rasam ho gayi
Pinky: ohhhh my mata anika ....... Ye chunar toh tujh par gir gayi la ye chunar wapas kar ye ragini ki hai
Pandit: nhi ek baar kissi ne chunar ooddh li phir koi or nhi pehen sakta ye pooja ki chunar hai or agar ye iss ladki par giri hai matlab bhagwan chahate the ki ye ho
Pinky: lekin pandit ji shaadi toh ragini ki ho rhi hai na........... Koi nhi ek kaam karte hai ye doosri chunar ragini KO udha deti hoon haan
( guys nagini KO pooja wali chunar nhi bass aise hi chunar udha deti hai)
Ru: chalo rasmein toh ho gyi ab kuch kha le bhook lag rhi haiEverybody in dinning table
Ru: waise main kya keh rha tha choti ma ye mehndi ki rasam mein kya hota
Pinky: ohhh my mata tujhe kyu Janna hai
Ru: planning karni hai
Pinky: kya
Ru: mera matlab hai ki function ki preparation karni hai
Pinky: tu rehne de main khud hi kar loongi waise bhi aaj ki tarah mujhe kuch gadbad nhi chahiye
Ru: sabse bad I bad bad toh aap kar rhi ho bhaiya ki shaadi nagini se karwa k
Pinky: kuvh kaha tumne
Ru: nhi main keh rha tha ki khana acha bana haiRikara and ruvya in room
They all r laughing
Ru: ha ha ha aaj toh mazza hi aa gaya kya band baji uss nagini ki
Bhav: sachi jab vo chunar anika bhabhi par giri toh uska chehra
Gauri: haan acha hua anika bhaujai ki insult kar me wali thi or uski nhi ohhh my maata ho gayi
Bhav: haan bhabhi achi insult Hui uski
Ru: wo toh hai hi insult k layak kakdi wali makdi
Gauri: sachi par humare kuch kiye bina hi anika bhaujai ki chunar ki rasam bhi ho gayi iska matlab
Om: iska matlab hai ki kismat bhi anika or shivaay ko milana chahati hai
Ru: or humein kismat ki help karni hai
Gauri: bilkul Rudy bhaiya bade bhaiya ki shaadi anika bhaujai se hi hogiShivaay in his room thinking about the rasam anika comes
Shiv: anika
Ani: woh aapka phone aap bahar bhool Gaye the
Shiv: thanxxx
Ani: sab theek hai aap kuch pareshaan lag rhe hai
Shiv: nhi kuch nhi
Ani: par pareshan toh aap lag rhe hai
Shiv: nhi vo office main kuch tension hai........ Tum gyi nhi
Ani: haan bass ja hi rhi thi
Shiv: ruko main chod deta hoon
Ani: nhi main chali jaungi
Shiv: nhi kafi late ho gaya hai main chod deta hoon
Ani: lekin
Shiv: main chod doonga anikaRikara and ruvya in room
Ru: haan lekin kal ki rasam kya hai
Bhav: kal mehndi function hai
Ru: usme kya hota hai
Gauri: usme pandit ji pooja ki Hui mehndi bhejenge mandir se phir uss pooja ki Hui mehndi ko dulhan k haath par lagate hai or dulhe ka naam uske haath par likhte hai or phir dulha apna naam mehndi mein dhooondh ta hai agar ladka apna naam dhoondh leta hai toh vo ladki se kuch bhi karne KO keh sakta hai or ladki KO Karna hoga or agar nhi toh ladki ladke se kuch bhi karva sakti hai
Ru: wow kya rasam hai uska MATLAB agar bhaiya ne naam dhoondh liya toh vo anika didi se kuch karwa sakte hai
Bhav: haan par kal rasam kaise hogi pinky aunty or nagini itni aa sani se rasam hone nhi dengeShivika in car
Ani: shivaay mujhe aap se kuch kehena hai
Shiv: bolo anika
Ani: shivaay I'm sorry aaj Jo rasam mein hua sab meri galati thi
Shiv: nhi anika aaj Jo bhi hua usme tumhaari koi galati nhi thi Jo bhi hua bas ho gaya tum iss bare mein mat socho
Ani: lekin shivaay
Shiv: Maine kaha na mat sochoRikara and ruvya in room
Bhav: toh kya Karna hai
Ru: sochte hai
Om: guys tum logoon KO lagta hai ye sab theek hai ghar wale
Ru: o plz ghar waloon ki tension mat lo humare liye bhaiya ki khushi jyada important hai
Gauri: haan or humein nhi lagta ki iss ghar k liye anika bhaujai se achi koi bahu ho sakti hai
Ru: haan isiliye faltu baatein chodo or plan par focus KaroShivika in car
Shiv: anika ghar aa gaya...............anika
.............ye toh so gayi
Then shivaay take anika in his arms and make her sleep peacefully on her bed and leavesRikara and ruvya
Bhav: koi idea aaya
Ru:nhi main soch rha hoon
Bhav: jaldi sochiye na
Ru: ek toh main soch rha hoon upar se aap mujhe disturb kar rhi hai idea hai aate se ayega
Gauri: aa gaya
Ru: kya
Gauri: idea Rudy bhaiya
Bhav: very gud bhabhi
Gauri: thanks
Ru: par idea hai kya
Gauri: dekhiye ga rudy bhaiya kal anika bhaujai ki mehndi kaise hoti
Hai
Ru: wo toh theek hai par idea hai kya
Gauri: toh plan ye hai.....................Precap: mehndi rasam
************************************
Do vote and comment

YOU ARE READING
Ishaqzaade
Fanfictionit is shivika's story where the characters are same but story is different here the story starts from the same situation as in the serial it is in starting but in this scenes are different situations are different and a slight new story of shivika i...