Next Day
After breakfast
Gauri went to svetlana's room who was sitting in front of dressing table.
Gauri : Sultana !
Svetlana turned and looked at her.
Humy tmhari sart manjoor hai !!
Svetlana looked at her surprised and then smirked.
Svetlana: phr ce kehna zra kia kaha tm ny ?
Gauri : Tmhari sart manjoor hai
Svetlana (coming towards her): achaa? Din ko to kch aur keh rhi thi na tm ? Kia keh rhi thi . haaaan. !!
'tmhary jaisi chal baaz k baton mai hum nai ayen gy"Gauri (ignoring her comment): ka krna ho ga humy?
Svetlana: bs yehi k om ce divorce lo ta k vo mj ce sahdi kry
Gauri : Humy talak dy b dia to b tm ce saadi nai kren gy.
Svetlana: Vo kam mera hai..
Tmhara kam srf us ce divorce lyna hai..Gauri (controlling her tears): K...kysy?
Svetlana: Yeh mera msla nahi hai..
Tm jano tmhara kam janyShe was going to leave when gauri called her.
Gauri: suno
Svetlana looked at her
Tm humy oo saboot kab do Gi ?
Svetlana: Jaisy hi tm manzil k kareeb jati jaogi mai tmhy saboot dyti rahon gi.
Aur haan... Koi chalaki mat krna. Aur mt bhulna k mery pas multiple copies hain hr cheez ki.Gauri : Hum... Hum kysy yakeen kr lain k aisa krny k baad tm ... Tm oo sb leak nai kro gi.
Svetlana: Dekho gauri mai jaisi h hoon wada zaroor pura krti hoon.
Aur vaisy b tmhary pas koi option b to nahi hai.Gauri nodded and went from there.
_________
Living Room
Jhanvi : Gauri kahan hai om.. Nazar nai ai aj subha ce?
Om : pta nai mom.. Yaheen kaheen Hogi.
Gauri came to them.
Jhanvi: Baitho beta . tmhara hi zikar kr rhy thy
Gauri : Maa ji dopehar k khany ka vakt hony vala hai. Aj kia banayen.
Jhanvi (smiling): Jo tmhara man kry
Gauri : Hum... ? Ap hi bata dain na.
Jhanvi : Baki sb ki psnd ka khana banati ho. Kabi apna fav. B bana lia kro. Kia psnd hai tmhy ?
Om : Daal Chavaal.. Lehsun ki chutni k sath
Gauri immediately looked at om and shared a small eye lock while jhanvi smiled at them.
Jhanvi: Thk hai beta.. Yehi bana lyna
Gauri nodded looking at om through the corner of eyes and went from there.
Jhanvi (to om): Hum sach mai bht lucky hain beta.. Jo humy gauri jaisi Bahu mil gai..
Om smiled and remembered how gauri had supported him and his family always.
Kehty hain naa jo hota hai achy k lye hota hai..! Aisy e tmhara Gauri ce shadi krna humary lye kitna acha sabit hua.
Om was still in thoughts of Gauri
YOU ARE READING
Dekha Hazaron Dafa [COMPLETED ✅]
FanfictionGauri ran from her Village when her aunt and uncle were going to sell her to Kali Thakur... she ended up reaching Mumbai ..!