Ehsas k us maqam par phoch kr kesa mehsos hta h ye m kabhi samjh hi nai payi...
Us uchayi par jha apni zaat apne wajood key hone ka maqasad pta chl jta hai...
Jha na hi befikri ka alam hta h na hi gam chaya hta h...
Wha bs Rabb se esi mulaqat hti hai jisme sabr aur shukar shamil hta hai..In dno alfazo se m kafi dur thi...na sabr ka wo rasta lubhaya na hi shukr ki wo adadt apnayi mne...
Jo bhi mila sb kafi tha meri zarurat key hisab se..magar bashr to hta hi nafs ka ghulam hena
M bhi usi ki ghulam bnkr reh gyi or use bhul gyi jo asl m Maalik hai...is jahan ka Maalik hai.. ALLAHNa shukri aur besabri ne mjhe waha lakr khada krdya jh se na koi rasta nazr ata hai na hi koi umeed...
Pr usne kh hai wo gunahgaro ko bhi bakhash deta hai...wo RAHEEM wo RAHMAN hai...
Ehsas ka ghulam insan ko farsh or laa feqta hai...
Uske der pr jane se na mayoosi hti hai na hi izzat me kami...
Bakhash deta hai to zalim ko na bakhshey to Aalim ko...Ehasas Niyat yhi to hai hume Insan bana ti h...Inme agr milawat hjye khawaisho ki Hasd ki to ye Momin ko Khokhla krdeti hai...
.............................
If you relate to it.....
Nd u like it...
Share it with your friends...
Nd also share ur views in comment...
Also let me know what topic you want me to write in my next chapter...
KAMU SEDANG MEMBACA
Unsaid Words
PuisiAssalamualekum.. nd hey everyone... I hope u all like my words...