Rania came taking pain reducer and gave it to Preeta and went from there
She is an poor and orphan girl..She did not know how to use it..She was still holding it...Karan understood that she not kow how to use it
Karan:Main help karun...???
She fearly nodded her head in no
Karan:Zakham kese theek honge agar dwae nai lgao gi...!
She was about to go but he held her hand and pulled her towards him
Woh rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere hoth ke rang se hubahu
Woh khushboo kya khushboo
Thehre na jo teri saanwari zulf ke rubaru
Tere aage ye duniya hai pheeki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Ab ye zaahir sar-e-aam hai, elaan haiShe got much scared.....He picked her up and made her sit on kitchen slab
Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tuKaran:Baazu aagy karo...!
She was continuously shooking her head in no and hide her hands behind her
Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main
Thoda sa ziddi hoon
Thoda pagal bhi hoon main
Barkha bijli baadal jhoothe
Jhoothi phoolon ki saugatein
Sacchi tu hai saccha main hoon
Sacchi apne dil ki baateinKaran(in mind):Kaash yeh bol sakti to main is se sabse pehle yahi puchta ke yeh mujhse itna darti kiun hai...!
Dastkhat haathon se haathon pe kar de tu
Naa kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna bada kaam hai, elaan hai
Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tuHe forcefully held her arms nd start applying ointment on her elbow
Mere hi ghere mein ghoomegi har pal tu aise
Sooraj ke ghere mein rehti hai dharti ye jaise
Paayegi tu khudko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa
Tukde kar chaahe khaabon ke tu mere
Tootenge bhi toh rehne hain woh tere
Tujhko bhi toh ye ilhaam hai
Elaan hai...She was fearly looking down
Rania was seeing this all by hiding behind door...She was burning in jealousy
Rania(in mind):Karan mera pati hai aur aaj takk mujhe haath bhi nai lagaya aur is do takke ki naukrani se itna pyaar karta hai...Aik baar Karan ko jaane do phir is ko btaugi
After applying ointment...He looked at her fear face..He immediately left her hand and went in hall
Rania(Attitude)Dekh liya jee bhar ke apne pyaar ko...!
Karan(Angrily):Tameez se
Rania:Kiun..Sacch kadwa laga
Karan:Huhhh yeh baat to tumhien acche se pata hai ke I love her more than anyone....
Rania:I know
Karan:So aage se aisi bakwaas mere saamne matt karna warna anjaam acche se janti ho
Rania:Kya kar lo gy...??..Zyada se zyada maaro gy ab to aadat ho gai hai mujhe tumhara torture sehne ki
Karan:Agar tum khud ko change karna chahti na to main kabhi tumse nafrat na karta