Meanwhile Santosh entered in his room
He saw Karan with confused expressions
Santosh:Ajeeb insan hai teri wife mar gaye aur tu gusse se betha hai zarra sa bhi pyaar nahi tha uske lia
Karan:Wo mujhe chor ke chali gaye aur tum kehte ho abhi bhi us se pyaar karun
Santosh:Sharam kar wo marr gaye hai aur tu uske bare main aisa bol rha hai
Karan(with tears):To kya karun kiun chor ke chali gaye wo mujhe
Saying this he start crying
Santosh:Karan dekh tujhe mene unki laash dikhai hai maan ly wo marr chuki hain
Karan:Nahi maan sakta..Mene kabhi sapne main bhi nhi socha tha ke wo mujhe chor ke chali jayegi
Santosh:Bagwaan jo chahta hai wo ho ke rehta hai sabar rakh aur negative mat soch
He went from there & locked the door
Karan:Jisne bhi meri Preeta ko maara hai usko zinda nhi chorunga...Itne burre tareeke usko...
He closed his eyes..Tears escaped his eyes
After 1 week
All were still sad bcz of Preeta's death..Karan was always in his room..He just came outside for food..He didn't talk to anyone
One Day
In Night Time
All were sleeping in their rooms It was 1 p.m
Sameer was sleeping on the bed.!
Preeta(in dangerous voice):Kiun kiya tumne aisa Sameer....Kya bigaadha tha mene tumhara...Jo tumne meri zindagi barbad kar di mujhe mere pati se dhoor kar diya
Sameer:Tum aik naukrani ho aur main aik naukrani ko apne ghar main nhi rakhunga
Preeta:Naukrani hun to insan bhi to hun..Tum bhi insan ho main bhi koi fark to nahi hai na hum main
Sameer:Tum aik low class girl ho aur hum High standard log hain tumhara hamara kya jod
Preeta:Jod to ban gaya tha na..Bhabhi thi na main tumhari phir kiun itni bay rehmi se maara mujhe
Sameer:Just Shut Up & go away
Preeta:Nahi jaungi tumne mujhe maara aur main tumhen aise hi chor dun..Tum yahi sochte ho na ke gareeb aur ameer ka koi jod nhi hota to main tumhen tumhari zindagi main hi iska saboot dy dungi ke gareeb kesa hota hai aur ameer
Sameer:Kya kar logi..?
Preeta:Mere maa baap ne mujhe kisi ko barbad karna nahi sikhaya aurt umhare maa baap ne bhi nhi sikhaya lekin shayad tumhare dimaag ne tumhen aisi choot dy di aur tumne kisi ki zindagi barbad kar di yahi fark hai na ameer aur gareeb main...Ameer jo chahe kar sakta hai chahe wo galat ho ya sahi lekin Gareeb sirf wahi karta hai jo uska maalik usko bolta hai
Sameer:Tumhara kon maalik tha tum to khud mere bhai ko isharon pe nachati thi
Preeta:Huhh aik baar jaa ke dekh apne bhai ka haal sirf tumhari wajah se hua hai unka aisa haal
S+*ameer:Meri nai unki apni wajah se hua hai aik badtameez naukrani se dil jo laga lia unhone
Preeta:Bass karo..Wo tumhare bhai hain aur tumne unki khushi unse cheen li
Sameer:Mene koi cheez nhi cheeni Karan bhai ki
Preeta:Main unki khushi hun aur tumne mujhe hi unse cheen lia ..Mujhe apne marne ka gham nahi hai balke sirf unki fikar hai kese jiyen gy wo mere bagair
Sameer:Jee sakte hain dekh to lia tumne
Preeta:Han lekin jeete jee maar dala tumne unko..Aik nahi do do qatal kiye hain tumne aur unki saza tumhen isi janam main milegi
She disapeared
While Sameer woke up with a jerk..He was shivering nd sweating
Sameer:Ye kesa sapna tha
He drank water nd washed his face
In Kritika's Room
She was too sleeping
Preeta(Whisper):Kritika
She opened her eyes nd got shocked to see Preeta
Kritika:T....Tum
Preeta:Han main
Kritika:Tum to mar gaye thi na
Preeta:To tumse kisne kaha ke main zinda hun
Kritika:Tum waapis nahi a sakti
Preeta:Main waapis a chuki hun
Kritika:Tum nahi a sakti chali jao yahan se
Preeta:Apne bhai se pyaar karti ho na..?
Kritika nodded while shivering
Preeta:To kiun unko barbad kar dia tumne
Kritika:Mene kuch nhi kiya
Preeta:Kese kuch nahi kiya han....Tum sab acche se jante ho ke wo mujhse kitna pyaar karte hain aik mint bhi mere bagair nhi reh sakte aur tumne mujhe hi unse cheen lia
Kritika:Mujeh maaf kar do
Preeta:Kabhi nahi..Meri zindagi to cheen li tumne aur tumhare bhai ne lekin apne Karan ko nhi tutne dungi main....Waapis aungi main
She disapeared
While Kritika woke up with a jerk
Kritika:Ye kesa sapna tha
In Karan's Room
He was sleeping on the couch
A boy was removing Preeta's dupatta nd she was shouting his name
Preeta(Shouted Cryingly):Karan bachao
Boy remove her dupatta & start dragging her with him
Preeta(Shouted):Karan mujhe bacha lo plzz
Boy pushed her inside the fire
Preeta(Cryngly):Aaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh
She was crying & shouting in pain as she was in fire
He woke up with a jerk
Tears dropped his eyes
Karan(with tears):Preeta..!
He then realized that he was dreaming
He drank water nd sprinkled some water on his face
He took her picture nd kissed it
He hugged the picture close to his heart nd again slept on couch
SCREEN FREEZED
Do leave reviews...!