Chapter 39

929 56 3
                                    

Next Day

At 4 a.m

Preeta slowly opened her eyes nd saw here nd there ..She then realized that she was in her home

She saw herself in Karan;s arms

She cupped his face nd stared him for sometime

She then hugged him tightly 

Preeta:Main ghar wapis a gayee...Lekin kese main to....

Flash Back

When Sameer's men throw her in an iscolated area

After 3 hours

She opened her eyes nd found herself in an unknown place where no person was present

She saw a small well there

She ran near it nd start drinking water..She then spread some water on her head bcz of blood

Preeta:Main yahan kese aye..?

She remembered Sammy's birthday incidence

She got tears nd fell with a thud

Preeta:Mujhe to yahan ka raasta bhi nahi pata ke apne ghar wapis jaa paun

She got up nd start walking

After half hour she reached near a small house

She entered inside nd saw an old woman there

Preeta:Namaste aunty

Old Woman:Namaste beta kon ho tum aur yahan kya kar ri ho.?

Preeta;Aunty mujhe nahi pata main yahan kese aye hun aur mujhe apne ghar  ka bhi nahi pata kya main yahan pe ruk sakti hun

She agreed

Flash Back Ends

Preeta:Main to us aurat ke ghar pe thi yahan pe kese aye

Karan too woke up feeling some movement

He opened his eyes nd saw her staring him

Karan;Tumhien hosh a gaya..?

Preeta nodded with head

Karan:Kahan chali gaye thi tum Preeta

Preeta:Mujhe nai pata main kese wahan phnchi thi..?

Karan:Tumhien nai pata mene kahan kahan nai dhundha tumhien....Har aik insan ke paas jaa ke pucha lekin tum nahi mili..Tumhare bagair aik second bhi nhi guzarta tha mera

Preeta(with tears):Ab main a gaye hun na apko aik mint bhi udaas nahi hone dungi

She cupped his face nd kissed his forehead

Preeta:Sameer to nahi hai na ghar pe...?

Karan:Nahi wo wahan hai jahan usko hona chahiye

Preeta:Matlab..?

Karan:Matlab ke usne jo kiya tumhare sath uski saza bughat rha hai wo aur uski so called sister

Preeta:Matlab apko pata chal gaya sab kuch

Karan:Han..!

Preeta:I'm sorry meri wajah se ap ko itni pareshani hui..!

Karan:Kesi pareshani ..Lekin han aik baat zarur hui hai

Preeta:Kya..?

Karan(Teasingly):Aik hot and happening larki lakh baar meri bahon main giri thi tumhari gair mujoodgi main

She angrily hit him

Karan:Mazak kar rha hun...!

She hugged him tightly

Preeta:Mene apko bohot miss kiya lekin yahan aane ka koi raasta nahi tha mere paas..!

Karan caressed her hairs

Karan:I missed u too

He them remembered something

Karan:Agar tum zinda ho to wo laash kiski thi jo Santosh ne mujhe dikhaye thi

Preeta:Unhone apse jhut bola hoga

Karan:Tum itne yaqeen ke sath kese keh sakti ho

Preeta:Apko yaad hai jab sab log picnic pe gaye thy aur peeche se kisi ne mujhpe attach kar dia tha

Karan:Han yaad hai wo sab kese bhul sakta hun main

Preeta:Jisne mujhe maara tha na wo Santosh hi tha

Karan:What..?

Preeta(with tears):Han usi ne hamare bacche ko maara tha

Karan:Lekin usne aisa kiya kiun

Preeta;Mohini babhi ke kehne pe

Karan:Mohini ke kehne pe

Preeta:Han

Karan:Lekin Mohini babhi aisa kiun karegi

Preeta:Unko lagta tha ke sab log ghar main unse zyada mujhse pyaar karte hain islia unhone hamare bacche ko marwa diya taa ke unki value mere barabar ho sake

Karan:Mohini ko main zinda nahi chorunga usne tumhien.......

He got tears remebering that miscarriage incidence

Preeta:Koi baat nahi jo hona tha wo ho gaya bhul jayen sab

Karan:Wese tumhari aatma bhi bohot baar mujhe dikhi

Preata:Mian to zinda hun phir aatma kese

Karan:Sahayad tumhien miss bohot kiya na islia aatma nazar ane lagi

She laughed nd hugged him tightly

Karan:Agar ye Santosh aur Mohini dono hi hamare dushman hain to Pari Mohini ki behn bhi unki tarha....

Preeta:Pari kon hai..?

Karan:Pari Mohini ki behn bohot hi sweet hai

Preeta:Mujhse bhi zyada

Karan:Tumse zyada sweet to koi bhi nahi haii

He kissed her both cheeks

Voice Over:Kabhi kabhi duaen bhi lag jati hain insan ki..Karan ki aik paratna ke sabab bagwaan ne Preeta ko dusra janam dy diya...Wese to dusre janam main pehle ki yadien hi hoti hain lekin Bagwaan ne aik khush qismat insan ko pehle se hi dusra dy diya...Kehte hain acche aur gareeb logon ka koi nahi hota aur jinka koi nahi hota unka oopar wala hota hai

SCREEN FREEZED

Bakwaas tareen part tha

Kal chutti hai so 2 updates to at least karungi islia ye short update thi bcz secrets reveal huay hain is main ....Yaar wese mene note kiya hai main bohot hi burra likhti hun islia ye story end kar ri hun baaki sab to bohot accha likhte hain sirf main hi stupid hun

Helpless Life✔Where stories live. Discover now