Chapter 40

1K 56 27
                                    

In Evening

All were busy in their works...While Karan was still in thoughts

Karan(in mind):Agar Preeta zinda hai to mujhe 3,4 baar wo yahan kese dikhi...Wo Pari bilkul Preeta ki tarha baten karti thi usi ki tarha treat karti thi sabko..Ye sab kese possible hai ke Pari hi Preeta thi jab ke Preeta to zinda thi yaar kya confusion hai...!

His thoughts were broken by Mohini's voice

Mohini:Kya soch rhe ho Devar g

Karan:Tumse matlab

He started to leave but she blocked his way 

Mohini:I think ab tak tumhari us Preeta ne tumhien sab kuch sach sach bta diya hoga right

Karan:Han bta diya hai aur jald hi tum jail main hogi

Mohini:In ur dreams

Karan:Mere dreams to hamesha sy hi sach huay hain dekha nahi kese Preeta wapis a gaye

Mohini:Wo to tab wapis na ati na jab wo marri hoti

Karan:Kya matlab..?

Mohini:Matlab ye ke Sammy aur Kritika ko wo sab karne ke lia mene kaha tha

He got a hell shock

Karan:What..?

Mohini:Han wo sab mene karwaya tha...Preeta ko uski aukat yaad dilane ke lia..Jab Sammy ne uske sarr main vase maara tab wo marri nahi balke zinda thi..Mere kehne pe uske aadmiyon ne Preeta ko Mumbai se bahir kisi sunsan jagah pe phenk diya kiun ke main janti thi ke wo naukrani yahan ke adress nahi janti..Meri Mama bhi usi area ke qareeb rehti  hain jahan mene Preeta ko phenkwaya tha..Mama ne Preeta ko apne ghar main jagah di taa ke wo yahan na a sake lekin pata nai kese wo Mumbai main a gaye aur tumhari car se uski takkar lag gaye

Karan:Ohh ab samjha sab kuch tumhara kiya darra hai

Mohini;Right

Karan:To phir wo sab kya tha Atma wala chakkar

Mohini:Huhh I don't think ke tum aik cricketer ho itne dumb aur stupid

Karan:To the point baat karo

Mohini:Mene hi Pari k oPreeta jaisi acting karne ko kaha..Aur ye to main janti thi ke agar Pari Preeta ke kapre pehnegi to tumhien us main Preeta hi nazar ayegi..Islia mene wo sab Pari se karwaya

Karan:But wo eyes sparkling ka kya chakkar tha

Mohini:Kaha na kitne dumb ho utm ye sab cheezien to bacche bhi kar sakte hain

Mene window se wo lights on kar ke Pari ki eyes ki taraf rukh kar dia tha

Karan:Ohh sirf Preeta se badla lene ke lia tumne itna sab kuch kiya sharam to nahi ati na tumhien

Mohini;Ary is main kesi sharam..Maine jo karna chaha wo sab pura hua ab dekho na to tumhare aur us Preeta ke paas tum dono ki sabse badi khushi tumhara baccha bhi nahi hai aur na hi tum dono apni life main khush ho bcz of those incidences

Karan(Smirkingly):Ye sab to tumhien lagta hai ...Preeta aur mujhe hum dono ke sath ke ilawa kuch bhi nahi chahiye...Main uske sath bohot khush hun aur ye baat 100% sure hai ke wo bhi mere sath khush hai uske pichle dukh mitana mera kaam hai tumhara ya kisi aur ka nahi

Mohini:Dekhte hain tum kese us naukrani ka mind clear kar paogy..?

Karan:Mujhe kuch karne ki zarurat hi nahi padhegi kiun ke wo already hi sab kuch bhul chuki hai 

Mohini:Tumhare samne show karti hai actual main jitna dard aur takleef usko mili hai wo sirf wo khud hi samajh sakti hai...Aik larki ka rape hona bohot badi baat hoti hai uske lia jeete ji insan mar jata hai rape ke dhabbe se aur mene Tumhari so called wife pe wahi dhabba lagwa dia hai..Ab chahe wo jitni bhi khush ho lekin uski khushi ke peeche dard hi rahega hamesha

Karan:Aik aurat ho ke dusri aurat pe itna zulm kiya tumne..Bagwaan iski saza to tumhien dy kar hi rahega

Mohini:Bagwaan hamesha unka sath deta hai jo open minded hote hain tum dono ki tarha chote dimag wale nahi..Aik dam stupid aur dumb

Karan:Tumhare bhai ne bhi bohot galat kiya aik inspector ho ke dhoka diya hum sabko..Mian uski ye post us se cheen ke rahunga

Mohini:Agar tumne aisa kiya to main is baar Preeta ko sacchi main jaan se maar dungi

Karan:Tum aisa kuch nahi kar paogi..Kiun ke aik baar mene jo galti ki usko akela chorne ki wo galti main phir kabhi nahi karunga usko har waqt apni ankhon ke samne rakhunga...Baaki sab dekha jayega baad main

Saying this he went from there 

Mohini angrily throw the glass on floor

Mohini:Isko sab kuch bta diya mene..Agar isne mujhe jail bhijwa diya to...Koi baat nahi mera bhai hai na wo mujhe chutkiyon main nikalwa ly ga

On the other hand

Karan entered in room nd saw Preeta cleaning the cupboard

Karan:Tum phir se shuru ho gaye..Mene subah bhi kaha tha ab 1 week just rest karna hai tumhien

Preea:Ap tension mat lien...ye kaam to 2 mint ka hai

Karan:Chalo tumse kon jeet sakta hai

Preeta smiled nd arranged the cupboard

Karan:Tum kal raat ko ready rehna shopping pe jayen gy

Preeta:Kiun..?????

Karan:Kal pata chal jayega tumhien

Preeta:Okk

Karan:Wese mene note kiya hai tum jabse aye ho bohot change lag rhi ho

Preeta:Matlab kese change..?

Karan:Aik to tumhare sarr pe ye jo patti hai uski wajah se bhi bohot ajeeb lag rhi ho aur dusra ye jo ghandi si saree subah se pehni hui hai utaaro isse

Preeta;Wahan pe aunty ke  paas aur kuch tha nahi islia ye wali unhone di thi

Karan:Hmm lekin ab to apne ghar main ho na to apni pyaar si sarees pehno thoda glow lao face pe

Preeta(with tears):Wo to na mumkin hai laana

She took her saree nd went in washroom

Karan(To GOD):Yaar kya masla hai apko kiun bechare insanon ko khushi nahi dete aap sirf negative minds walon ka sath dena hota hai apko...Bechari itni acchi larki hai sabka khayal rakha hai isne poori zindagi apse aik shikayat bhi nahi ki aur ap isi ko hi harr dukh dete ho Not fair God

She came from washroom after sometime

Preeta:Ab theek hai..?

Karan saw her from top to bottom

Karan:Perfect lekin ye jo bandage hai na head pe isko utaaro

Preeta:Zakham hai kese utaarun

Karan:Utaaro to sahi main keh rha hun na

She removed bandage from her head

Karan:Head ki side pe zakham hai aur poora sar iski wajah se bandha hua tha

She laughed a bit while he too laugh seeing her

He took plaster's piece nd covered her wound with it

Karan:Ab lag rhi ho pehle wali Preeta

Both smiled while he hugged her from side nd kissed her forehead

Karan:Ab main tumhien kuch bhi nahi hone dunga Preeta...Aik baar ki hui galti dubara nahi karunga

She smiled nd hugged him

SCREEN FREEZED ON THEIR HAPPY FACES

I think ye 2nd last hona chahiye aur next last part


Helpless Life✔Where stories live. Discover now