St. Xaviers

2.3K 128 43
                                    

Duniya ke saat ajoobe toh sab ne sune hoge.. Aayiye aapko milate h St. Xaviers ke saat namono se...

St. Xaviers... Dehradun ke khubsurat sheher ka jaana maana college...

Aur uss jaane maane college ki jaan... Star cricketer Karan Luthra... Kehne ko toh yeh second year student h.. Par smjhta khud ko college ka dean h... Ache acho ko maza chakha de.. Aisa khurafati dimaag paaya h isne.. Acho ke saath bahut acha.. Aur buro ke saath bahut bura... Apne dosto ki jaan.. Aur college ki shaan... Miliye The Karan Luthra se...

A boy was shown playing in the ground. He hit a six and smirked.

Karan(smirking) : The Karan Luthra aaj tk koi challenge nhi haara h... Aur naa haarega.. Tum mujhe 4 runs kh rhe the... Ye lo sixer...

He wore his sunglasses and left. Girls were shouting and cheering his name.

College ki har ladki ke dil pr raaj krta h hamara The Karan Luthra sivaay ek ke... St. Xaviers ki sbse khubsurat aur intelligent ladki Preeta Arora... Second year ki student ho kar bhi seniors ko har cheej mein piche chod de aisi ldki h yeh... Attitude aur ego se sakht nafrat... Jo ise attitude dikhaye... Uski haalat yeh aisi krti h kii maut ki duayeen maangne lgta h...

A girl was shown moving with books in the corridor. She collided with a boy. Her books fell.

Both bent down to pick up the books. The boy was just looking at her.

The girl snapped her fingers in front of him. The girl was revealed to be Preeta Arora.

Preeta: Oh hello... Yaha koi movie sequence nhi chl rha... Kii hum tum mile... Takraaye.. Yeh kismat ka h ek ichara...

Boy stood up.

Preeta picked up her books.

Preeta: Ye jo attitude h na.. Ise apne ghar walo ko dikhana... Vo jhelte honge.. Main nhi jhelungi... Meri books giraakar ek sorry bhi nhi bola...Dekho akal ke andhe insan...akal ka toh kuch kr nhi skte.. Aankhon ka ilaaz krao aur dekh ke chlo...

Boy turned to go. Preeta intentionally kept her foot forward and made him fall

Preeta: Oh gir gye.. Vse girna toh tumhare ego ko chahiye.. Chup chap sorry bolo...

Boy: Sorry...

Preeta: Better aur haa, yaad rkhna.. Preeta Arora ko koi attitude ya ego dikhaaye toh chodti nhi hu... Jaise ko taisa...

Yeh thi Preeta... Do cheejo se nafrat h... Par utna hi pyaar h ise do logo se...Iske do best friend... Shrishti aur Sameer... Yeh dono ek dusre ke liye hi bane h.. Isme kisi ko koi shak nhi h... Kyunki inhe ek dusre ke alava koi nhi jhel skta...

A girl was shown beating a boy with sandals.

Sameer held her. The girl was revealed to be Shrishti Khanna.

Sameer: Shaant hoja meri lambu...kyu bechare ko marr rhi h...

Shrishti : Chup kro shorty... Iski toh.. Mere saamne.. Preeta p comment kr rha tha.. Aaj toh ise jahanum ki ser main karati hu...

Sameer held her. The boy ran away.

Sameer: Chodo jaane do... Preeta wait kr rhi hogi... Hum chlte h...

Yeh the Hmare Sameer Shrishti.. Popularly known as Shrishmeer...college ka sbse cute aur pyaara couple...

Yeh the.. Preeta ke dost... Ab aapko milwate h.. Karan ke dosto se..

College ki dhun se... Miss Amaira Singhania... Awaaz mein aisi kashish kii sab kho jaye... Bahut ameer khandan se hote hue bhi... Ghamand ka naam-o-nishan nhi... Karan ke best friend ki jaan Amaira... (To be played by Mahira Sharma)

And here comes hero ka best friend Rohan Sehgal... Karan ki team ka vice-captain aur uska bhai jsa dost....Rohan bahut hi samajhdar, shaant lgta h... Par Karan ke saath rh rhke khurafati mein PhD kr chuka h... Pure college ke pranksters mein no. 2...rohan sehgal...
(to be played by onscreen Ritwik)

Ab college ki khushiyoon se milne ke baad....Milte h college ke gam se... The devil... Raj Khurana... College ke saare galat kaamo mein isi ka involvement hota h.. (to be played by Sanjay Gagnani)

Ek college... 7 log... 2 dushman..Aur ek shart... Dekhte h kya rang laati h Preeta aur Karan ki zindagiyoon mein?

ITS A SLAVE BET. THINK BEFORE YOU PLAY

************ 

I am not much good at intros.. Thats all...Characters is done..

Do leave reviews.

💗💗💗💗💗💗💗

Slave Betजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें