after two week
gunny running on the beach
he is so depreassed and frustrated kehne ko vidya ki maut ko Two week ho chuke they par gunny uski life wahi us pal me ruk gayi thi vidya ka chehra uski batain uska khayal uske zehan se ek pal ke liye bhi nahi gaya khud se naraz khafa aur zindagi se mayus bas uske zehan me sirf yahi chal raha tha kis tarah mr x ko pakde aur vidya ki maut ka badla le
another side in london
in night
a girl walked on the beach and this line going on her mind
kab socha tha mukddar me yu tanhaiyan hogi
zamane bhar me ruswaiyan hogi
chaha tha khawo ka sundar sa gharoda
na khawab rahe na ummed toot gaya har bharosa
laut aao ki katta nahi na safar na ye zindag
phir se lo apne aagosh me phir se lo naam mera
ki sabar jaye ye mukaddar jeelu ek bar phir zindagi
girl thinks
Girl zindagi se ye udaasi ye tanhayi to nahi maangi thi maanga tha bas apno ka saath unka pyar magar khair achcha hi hai apno ke pass rahoogi to takleef ke alawa kya dugi achcha hai unse door hoon yahi tanhaai ab mukkadar hai phir shikayat kaisi jab faisla kar liya to jeena hi joga aise hi
a man come and give him a parcel and girl give him money wo chala jata she sit a one side and open it usme drugs they she take drugs and lying down on the beach besudh beparwah samundar ki lehrain uske upar aa aur ja rahi thi she was fully wet
YOU ARE READING
Ae watan(jonoon mera) left right left
RomanceWinner of Fantastic Awards 2010 Highly rank # 1in suspence lovestory start in sep 14 sep 2018 a Ravi story with different concept of Ravi as a friend and his strong friendship bond ek aisi dosti jaha ek dusre ke liye kuch bhi karne ko ready apne...