Going Out?

1.6K 139 23
                                    

Karan(stern) : Tumhare liye kehna asaan h..

Preeta: Ha.. Sach h.. Mere liye kehna asaan h.. Kyunki mere toh dono haath thik h... Par ek baat batao.. Apni kami ko chupane se vo dur toh nhi hogi.. Aur yeh koi kami nhi h.. Sirf ek ghaav h... Tum thik ho skte ho... Hum milkar koshish krege...

Karan: Ek baat puchu..

Preeta: Ha.. Ab toh hum dost h.. Kuch bhi pucho tum..

Karan rolled his eyes.

Karan: Mera thik hona tumhare liye itna zaruri kyun h... 3 mahine maine sirf koshish kii h kii main thik ho jau.. Par kisi doctor ne tumhare jitni koshish nhi kii.... Tum kyu chahti ho kii main thik ho jau...

Preeta: Kyunki tum mere patient ho.. Aur main apne kisi patient ko dard mein nhi dekh skti...

Karan(unsure) : Really...

Preeta: Aur nhi toh kya.. Ab batao tum kal hospital chaloge...

Karan(stern) : Hospital jaane se kuch nhi hoga...

Preeta: Tum koshish krne se pehle haar kyu maan rhe ho...

Karan: Kyunki haar maan chuka hu main... Sach yehi h kii main zindagi bhar aisa hi rhuga..

Preeta(glaring): Tum aisa soch bhi kse skte ho...

Karan: Dr. Preeta... Tum vo pehli doctor ho jis ne itni dedication dikhayi h mujhe thik krne ke liye... Par mujhe nhi lagta main thik ho skta hu... Tumhe chale jaana chahiye.. Apne ghar...

Preeta(smilingly): Mera ghar... Mera ghar yaha se bahut dur h.. I wish main vaha jaa skti...

Karan(confused) : Bahut dur.. Kaha h...

Preeta smiled remembering the island that had all their good memories.

Preeta: Dekho tum topic change mt kro... Hospital chloge..

Karan: Tumhe sach mein lagta h main thik ho skta hu...

Preeta: Lagta... Arre mujhe toh yakeen h kii tum thik ho jaoge.. Bas thoda sa co operate kro.. Aur positive rho...

Karan: Thank u...

Preeta: Kisliye...

Karan: Bas yaha hone ke liye... Yeh kehne ke liye kii main thik ho skta hu... It just felt good....after so long...

Preeta (proudly) : Thank u... Thank u...

He smiled lightly.

Karan: Par I need some time... Main abhi bahar nhi jaana chahta... Please mujhe force mt krna..

Saying this, he left.

Preeta's face fell but she eventually smiled.

Preeta : Tu ek dum se sab expect nhi kr skti Preeta.... Abhi ke liye yahi khushi ki baat h kii vo koshish krne ke liye maan gye h...

Karan was in his room thinking about her words. She wanted to heal him, even he wanted the same. It was not that, he was angry but he was afraid to face all those things again. It was not easy to carry a disadvantage that others could see.

He opened his drawer from his left hand and looked at his reports. His chances of recovering were less.

He looked at them in dismay and again closed it.

Karan: Nhi... Main bahar nhi jaunga.. Aise nhi..

He came out of the room listening some voices. Preeta was on floor.

Preeta (cry baby) : Ah..

Karan: Kya hua..

Preeta: Aree dikh nhi rha kya hua.. Gir gayi main... Aur kya..

Take Me Home✔Where stories live. Discover now