Why This?

1.5K 142 17
                                    

Karan slowly opened his eyes. His vision was unclear. He blinked his eyes to get a clear sight of where he was. He was in his room. He sat on bed.

Karan: Main toh hall mein.. Phir yaha kse..

He looked at the watch. It was 6:30 pm.

Karan: Shaam hogyi aur main so rha tha..

Preeta came with a bowl of soup.

Karan : Dr. Preeta..

Preeta : Maine tumse kitni baar kaha h.. Mujhe dr ya miss Arora nhi sirf Preeta kaha kro...

Karan: Hum hall mein the na... Phir main yaha..

Preeta : Ha.. Hum hall mein the par tumhara sar dukh rha tha toh tum yaha aake so gaye..

Karan: Thik h... Ab tum kya kr rhi ho... Aur yeh kya h...

Preeta: Soup h.. Aur tumhe pura finish krna h.....

Karan: Okay..

Preeta: Ek minute ruko...

She placed table on bed and placed bowl on it.

Karan: Tumhe kuch hua h kya..

Preeta(confused) : Nhi toh...

Karan: Jhuth mt bolo...Chehra utra hua h tumhara...

Preeta(crossing her arms) : Kuch din mein bada mera chehra pdna aa gya tumhe.. Apna soup finish kro..

Karan: Tum kaha jaa rhi ho...

Preeta : Dinner banane.

Karan: Koi zarurat nhi h... Hum bahar se order krlege...

Preeta: Bilkul nhi... Jab tak main iss ghar mein hu... Jab tak tum mere patient ho... U re going to follow strict rules... Exercise and medicine on time.. Ghar ka healthy khana...Aur haa, koi bhi davai miss nhi...

Karan: Shaant doctor.. Kya hogya achanak se...

Preeta: Kuch nhi hua.. Tum jaldi se thik hojao.. Taaki main yaha se jaa sku.. Apne ghar...

Karan(stern) : Toh tumhe apne ghar kii yaad aa rhi h...

Preeta(emotionless) : Itni kii.. Koi soch bhi nhi skta...

Karan looked at her.

Preeta: Par main tumhe thik kiye bina.. Na yaha se jaa skti hu.. Na jaane wali ho.. Toh tumhare liye yahi better hoga kii tum treatment mein co operate kro...

She turned to leave.

Karan: Preeta..

She stopped.

Preeta(without turning) : Ha bolo..

Karan: Jab main nhi chahta tha kii tum yaha rho.. Toh tum zidd krke mere saath rukii.. Mujhe treat kr rhi ho... Agar.. Kabhi main chahu kii tum mere saath ruko.. Toh kya tum ruk paogi...

Preeta: Hum kya chahte h... Yeh hmare bas mein h... Par kabhi kabhi hum kya krte h... Voh hmare bas mein nhi...

She moved out of the room.

Karan(in mind) : Yeh mujhe ho kya jaata h... Na inke paas rhna chahta hu.. Aur dur jaane ka khyal tk acha nhi lg rha... Kahi...

Preeta went in kitchen.

Preeta: Abhi aapke health sbse imp h...

She started cooking. Karan drank the soup.

Preeta : Exercise ka time hogya..

Take Me Home✔Where stories live. Discover now