INTRODUCTION

3.6K 61 4
                                    

Preeta ek maasoom si ladki apni zindagi jeene apne maa ke paas aayi
Karan ek cold hearted ladka hamesha khud ke bare main hi sochata rehta hai
*Kisne soocha tha ki in dono ki zindagiyan iss kadar miljayengi ki chakar bhi door na ho sake...
*Dushman se dosth bane aur pata nahi dosthi kab pyaar main badal gayi...
*Dushmani na dono ko is kadar tood  diya ki kabhi jud na sake...
*Inki acchi bhali zindagi main misunderstanding ka toofan aagaya sab kuch tehasnehas hoogaya dil kaanch ki tarah toot Gaye ...nafrat aag ki tarah badhne lagi...
*Kya kabhi inhain pata chalega Inka pyaar
*Kya kabhi jud paayenge yeh nafrat bhare dil
{This story is based on the present track}
(Where karan and preeta started hating eachother and make up differences)     KYA INKA NAFRAT
KABHI PYAAR MAIN BADLEGA JANNE KE LIYE PADHEN
*NAFRAT MAIN PYAAR*

NAFRAT MAIN PYAAR Where stories live. Discover now