Mahesh asks karan to stay so that he can talk karan nods and stays back
After every one leaves, Mahesh calls karan near him
Mahesh:(asks karan to help him make seat up)....
Karan:(cheerfully)....kya dad jaise hi tthik huve apko apne karan pe itna pyaar aagaya....
Mahesh:(speaking indirectly) tune kaam hi kuch aise kiye ki mujhe tujhpe itna pyaar dikhana padhraha hai
Karan:(confused) dad...kya kiya main ne....
Mahesh: mere absence main tune preeta se shaadi karli...?
Karan:(shocked).....(wasn't able to answer him)
Mahesh:(angry) kya huva bata mujhe ....chup kyun khada hai abhi bol
Karan:(angrily) dad main ne joh kuch bhi kiya woh sab uss preeta Arora ko sabak sikhane gaya ke liye kiya hai...aur iss kaam ka mujhe koi guilt nahi hai
Mahesh:(regret) tujhe mera beta bolne main bhi mujhe sharam aarahi hai...tu itna kaise badal gaya karan
Karan: dad yeh sab mere aur preeta ke beech ki baaten hai...aap ismain indulge mat kijiye....
Mahesh: puttar indulge na hota agar yeh tum dono ko involve karta ...lekin tune joh kaam kiya hai woh tum dono ke saath doh pariwaaron ko bhi include karta hai...aur meri pariwar ke saath koi khelen mujhe manzoor nahi ....
Karan:(trying to defend himself)lekin dad uss preeta ne aapke saath joh kiya ...hai...(clenches his hand)
Mahesh:(furious)kya kiya ne preeta ne mere saath...han bool kya kiya usne...
Karan:uske wajah se hi aap itne dino tak bed pe padhe the...uske wajah se aapka accident huva tha...woh ladki aapke baaton ke layak bhi nahi hai
Mahesh: oye beta tu toh aise bol raha hai jaise preeta ne khud mera accident karwaya hai ....
Karan:dad uski baaton ki wajah se aap driving pe dhayaan nahi diya...aur aapka accident ho gaya...
Mahesh:aur yeh tujhe kisne bataya...
Karan:woh woh....
Mahesh:main us din preeta se baat karne gaya tha...
Karan:kya baat ki aapne..?
Mahesh:tujhse matlab...tu itna jaanle ki mere accident ka karan preeta nahi hai...aur mujhe usse milna hai...jaake meri Bahu ko mere ghar le aaya
Karan: that's impossible dad....aisa kabhi nahi hooga preeta Arora aur iss ghar main never...
Mahesh was trying to get up but suddenly fall down grabbing his head ...he was feeling a sharp pain ...
Karan:(tensed)dad ....kya huva...dad kyun uss ladki ke liye apne aapko itna stress de rahe ho...
Mahesh:(pushing him away) chod mujhe joh kaam tune kiya hai uske baad toh tu mujhe dad bolne ke laayak nahi raha....
Mahesh calls Rakhi
Mahesh:(resting himself) Rakhi ji.....
Rakhi:(in a rush) ji Mahesh ji kahiye...kyun itne zoor se bula rahe hai...?
Mahesh: Rakhi ji aapko yaad hai aapne mujhe us din mere paas rote huve karan ki galti ke baare mai. Bataya tha...
Karan looks at his mom...Rakhi also looks at him
Rakhi: Haan Mahesh ji kaha tha main ne aapse karan preeta ki shaadi ke baare main....
Mahesh: ji haan ......main chahta hoon ki aap apne bete ke saath jake humari bahu ko humare ghar le aayen...
Raakhi is happy but worried looking at karan Mahesh understand what was going on....
Mahesh: tention ki baat nahi hai main ne karan se baat kar liya hai....aur woh sehmat hai meri baat se(glaring at karan)
Karan:(angrily) lekin dad....aap kyun zidd pakadke baithe hai....
Mahesh:(angrily)kyun ki beta jab aulad galti karti hai tab maa baap ko hi sudharni padhti hai
Mahesh:main abhi tthik se chal nahi sakta nahi toh main aap logon ke saath nahi aasakta warna main khud preeta ko ghar le aata...Khair main nahi toh aap sahi (looking at Rakhi) aap leke aayyiye humari bahu ko....
Rakhi nods and leaves....followed by karan....
At night
Karan in his room...
Karan:(very angry)....preeta Arora...tumne toh mere dad ko bhi apne taraf karliya...mere dad ko aur mujhe door kardiya ....tumhari wajah se mere dad mujhse nafrat karne lage hai
(Throwing things )main tumhen nahi chodunga.....
Meanwhile at Arora house
In preeta's room....
Preeta was thinking about her conversation with Mahesh....
Preeta:uncle main aapke saath nahi aasakti...
Mahesh:koi baat nahi beta....main abhi jata hoon aur sabko leke aaunga...sab tumse maafi mangenge (putting hand on her head)
Mahesh:main ne aur mere parivar ne bohat badi galti ki beta tumpe bharosa na karke....mujhe maaf kardena
Preeta: nahi uncle aap maafi nahi ....tab halat kharab the isiliye aisa huva....
Mahesh: main janta hu bete...tum mera intezar karna...
Preeta comes back to her senses
Preeta:(wiping her tears) kaash Mahesh uncle ko sab yaad rahe aur woh sabko sacch bata den...tab jin logon ne hume galat theraya (picturing karan)unhen samajh aayega ki hum sahi the....
Next day
Karan walks to Rakhi's room....
Karan:(knock)mom main andar aajaun...
Rakhi: haa puttar aaja...
Karan:(looking at Mahesh)ab dad kaise hai...?
Rakhi:pehele se bohat behtar hai beta...
Karan:mom aapko nahi lagta dad bacchon ki tarah zid kar rahe hai...
Rakhi:unki tabiyat ka sawaal hai beta ...unke tthik hone ke liye mai kuch bhi kar sakti hoon....aur unke maang main galat kya hai...preeta humare ghar ki bahu hai...aur use yahan hoona chahiye apne sasural main...
Karan:lekin mom...
Rakhi interrupts him...
Rakhi: beta abhi tak tere pappa coma main the isiliye tu aur Rishab iss ghar ke zimmedar the, tune joh kiya uske wajah se tere pappa bohat sherminda hai aur apni galti sudharna chahate....mujhe unki decision main kuch galat nahi lagra...shaam ko hum ARORA'S ke yahan jayenge aur preeta ko uske ghar le aayenge....
Karan:par mom....
Rakhi:nahi beta tu ab kuch nahi bolega...
Karan is angry listening to her....
Karan:(in mind) yeh sab kuch tumhari wajah se hi huva hai...(clenches his fist)
And punches the wall while leaving the room.....
Rakhi:(in mind)....main jaanti hu puttar tu bohat gusse main hai...gusse ne tera dimag bhar diya hai...aur tu dil se soch nahi paara...abhi sirf preeta hi karan ko tthik kar sakti hai...
Rakhi:(looking at Mahesh) Mahesh ji aapne bilkul sahi decison liya hai...
At ARORA'S...
All are sitting in the hall preeta is in the kitchen cooking something....janki bought chai for everyone....
And suddenly bell rang...srishti was going towards the door to open and......That's for today
Please vote and comment 🙏
Thank you
YOU ARE READING
NAFRAT MAIN PYAAR
Fanfictionlove started with hate *she was an innocent girl who always wanted to help her friend *her concern towards him warmed up his cold heart *friendship led to love and hate at the same time *will they ever be together again pyaar bhara nafrat kya hai...