Nabuwat Ka Silsila

147 4 2
                                    

Nabuwat Ka Silsila

Roo-e-Zameen Par Insaaniyat Ki Rehnumaayee Ke Liye Nabiyo Aur Rasoolo Ko Silsilah

Aziz dosto iss tarhaa duniya me Aadan alhislaam  (pbuh) ur bibi Hawaa ke aane ke baad unki Aulaade huyee aur Aulaado ki Aulaade hone lagi, aur Zameen par insaano ki tadaad badhne lagi, dhire dhire ye Zameen par failne lage aur Samaaj, Kunbaa aur Qabile aur Qaumo me bat gaye.
jaisa ki Allah Ta’ala ne wadaa kiya tha ki Insaaniyat ki rehnumaayee ke liye apne Nabiyo aur Rasoolo ko bhejugaa. toh Allah Ta’ala ne har Qaum ke liye Nabi aur Rasool bheje, taaki insaan apne Rab ko pahechaane aur Shariyat ya Qanoon ke Hisaab se apni zindagi guzaare, jis se uski duniya aur aakhirat dono sanwar jaaye aur woh Haraam Halaal, Neki aur Gunaah ko samajh sakey.
Ek riwayat me hai ki Allah Ta’ala ne insaano ki rehnumaayee ke liye kamobesh 1,24,000 paigambar bheje. kamobesh se muraad, kum bhi ho sakte hai aur jiyaada bhi. ye paigambar duniya ke har hisse me jahaa bhi insaani Qaum thi bheje gaye.

25 Prophets Mentioned in the Qur’an :

 
How many prophets did God send to mankind? This is a debated issue, but what we know is what God has told us in the Quran.
God says he sent a prophet to every nation. He says:
“For We assuredly sent amongst every People a Messenger, (with the command): ‘Serve God, and eschew Evil;’ of the people were some whom God guided, and some on whom Error became inevitably (established). So travel through the earth, and see what was the end of those who denied (the Truth)” (Quran 16:36)
This is because one of the principles by which God operates is that He will never take a people to task unless He has made clear to them what His expectations are.
The Quran mentions the names of 25 prophets and indicates there were others. It says:
“Of some messengers We have already told you the story; of others We have not; - and to Moses God spoke direct.” (Quran 4:164)
 
The Names of the 25 Prophets Mentioned are as follows:
Adam
Idris (Enoch)
Nuh (Noah)
Hud (Heber)
Salih (Methusaleh)
Lut (Lot)
Ibrahim (Abraham)
Ismail (Ishmael)
Ishaq (Isaac)
Yaqub (Jacob)
Yusuf (Joseph)
Shu’aib (Jethro)
Ayyub (Job)
Dhulkifl (Ezekiel)
Musa (Moses)
Harun (Aaron)
Dawud (David)
Sulayman (Solomon)
Ilias (Elias)
Alyasa (Elisha)
Yunus (Jonah)
Zakariya (Zachariah)
Yahya (John the Baptist)
Isa (Jesus)
Muhammad ...SAW

Peace be upon them

 The Prophet stories Where stories live. Discover now