After 6 years ,
Girl : mumma apki soft soft hands kyu aise kate jaise horaha hai
Mom : kuch nahi beta mumma kaamkeliye jarahihe na isiliye
Girl : mumma kaam tho papa karnatana tho papa kyu nahi aya mujhe deknekeliye kabhi .....
Mom : papa bahut busy beta please aap papa ko yaad matt dilao mujhe rona atahe
Girl : papa ka naam tho bolo na maa unko tho nahi deka mai
Mom : rakshit ......
Girl : wow papa rakshit aur mumma drishti matlab mera naam drikshita isiliye hai ......
Drishti : ha beta tum ghar mai hi raho mai kaam karne jarahahu aneke baad mai khana banadunga tik hai ......
Drikshita : ha mumma jaldi ana
Drishti go some shop
Owner : lo har sunday late atihe maha rani .....
Drishti : sorry shetji mai sab clean kardungi jaldi
Shetji : jaldi karo aur ha aaj paise matt mangna aaj koyi nahi aya kuch bhi karidnekeliye aur ha 7 days keliye yeh shop close kartahu mai family se bahar jarahahu uske baad tumhe salary dunga samji
Drishti : lekin shetji yeh 7 days mai kaise kana kaungi meri betiko kaise kilaungi agar aap paise nahi diya tho apko pata hai na meri chotisi beti hai
Shetji : mujhe kya tum sochlo wo sab ......
In afternoon ,
Drishti return home and saw nothing in kitchen only thoda roti ka ata is there so she thought
Drishti : koyi baat nahi yeh ata pura 7 days meri betiki pet tho bardegi ha mai pani pike rehajaoungi meri betiko tho bukha nahi rehane nahi desakta na ...... Wo the great rakshit shergil ki beti hai ....... 😭 mr shergil im sorry apki betiko khana bhi nahi kilaparahihu mai ...... Agar uss din mai apko chodke nahi ata apko maar deta wo isiliye mujhe aise ana pada aur mai kisibi company me job nahi karsakti kyuki wo mujhe worn kiya hai mujhe pata hai aap apki baby se milnekeliye bahut intazar kar raheho lekin yeh nahi hosakta kabhi nahi mujhe maff kardijiye aur yeh mera health pata nahi mai kab marjaungi isiliye mai janese pehale apki beti ko apke pass lotadungi mujhe bass yeh chahiye wo iss jaghase jai tab mai apki beti ko apko sopke apko ek baar hug karke sukhoon se iss duniyase chalijaungi 😭😭😭😭😭😭😭😭
Drikshita : mumma aap phir roraheho papa yaad aya
Drishti : drikshita please
Drikshita : ok mumma sorry per aap rona matt aap royenge tho mujhe bhi rona ata hai ......
She clean her tears with cute cute hands ..... Drishti kiss her hands and hug her ........
After some time ,
Drikshita : mumma apki roti kaha hai
Drishti : mai .... Mai tho kaliyata beta mujhe aur bhuk nahi tho aap kalo jaldi aur padai karo
Drikshita : mumma teacher ne fee pai karneko bola kab karogi
Drishti : ha beta karlunga mai baat karunga teacher se tik hai tum bass paday pe dyaan do
After some time drikshita saw drishti drink water and sleep she was just 5 year girl but so metured bcz she saw all pains all struggles which her mom facing daily she know very well drishti lie to her she didnt have anything
Drikshita : mujhe pata hai mumma aap kuch nahi kaya aap mujhe kilake aap bukeraha isiliye apka health bhi karab horahahe ...... Isiliye aap mujhe utabhi nahi paraheho .....
Precap: drikshita meet rakshit ......
I know guys u all are full on confusion now ap sabka doubts flash back me clrear hojayega tab tak keliye wait kijiye 😍😍😍😍😘😘😂
![](https://img.wattpad.com/cover/220891883-288-k948932.jpg)