Agreeing Hesitantly

478 41 5
                                    

Anurag - ...
Mohini - Tum jao anu photo dekho tumhare study table par rakhi hai
Anurag - Nahi maa .....
Mohini gets shocked by anurag's words and turns to the other side facing her back towards anurag. Anurag continues saying - Aap meri baat toh sun li jiye hum directly ladki dekhne chalte hain bataiye kab chalna hain??
She gets shocked happily and hugs anurag.
Anurag while hugging mo back - Aap ne kuch manga aur maine na diya ho aisa kabhi ho sakta hai kya.

 Anurag while hugging mo back - Aap ne kuch manga aur maine na diya ho aisa kabhi ho sakta hai kya

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mohini - Onu main bahut khush hoon.
Anurag - Maa lekin meri ek condition hai..
Mohini (caressing anu's face) - Haan bolo na kya baat hai
Anurag - Mujhe ladki pasand aayi toh hi mai shaadi karunga
Mohini - Haan onu of course.
Just then Molly, nivi, anupam arrive for lunch from office.
Mohini - Moloy onu ne shaadi ke liye haan kardi
Moloy and others hug anurag.
Anurag - ok, ok enough maa by the way aap ne bataya hi nahi kab milna hai ladki walo se
Nivi - Maa, baba aapne dekha aapke bete ko abhi se itni besabri se wait kar raha hai ladki se mil ne
Anurag - di...
Nivi (teasingly) - Kya,?? Acha haan shaadi ke baad kya haal ho ga yahi keh rahe ho hai na
Anurag - Nahi, mai bas isliye puch raha tha kyunki mujhe kal ka schedule decide karna hai, there's no other reason
Mohini - Bas karo nivi onu ko tang mat karo aur anu kal shaam 6.00 baje hum chalenge tikhe.
Anurag - 6'o clock  hmmmm....
Scene shifts to sharma nivas
Veena - Phir haan kardo beta
Prerna - ...
Veena - Tumhe kya lagta hai ki hum kisi ko bhi tumhara haath thama denge, nahi priyu tum ek baar haan kehdo aur dekho tum ache se settle ho jaogi
Prerna - Tikhe maa aap pehle dawai lelo
Veena hugging prerna - Sach mein hum bahut khush hain
Prerna's  P.O.V
Nahi maa aap zyada umeed mat rakho kyunki mai khud nahi jaanti ki mai kar rahi hoon aur mai aapko dukhi nahi dekh sakti
End of pre's POV
Anurag's POV
Main chahta hoon k koi bhi family members mujhse zyada hopes na rakhe. Main jo bhi karne ja raha hoon woh sabki bhalai k liye hoga. Main apni family ko, maa ko dukhi nahi dekh sakta.
End of Anurag's POV

*******************************
What are they gonna do?
Will they ever been be able to meet each other?
Do their alliance have different personalities?
I know it's a short chap but Sorry couldn't able to manage.
Please do vote, comment and share.
Target votes : 08

Pal Pal Dil Ke PaasWhere stories live. Discover now