Chapter 24

2.2K 233 18
                                    

Continue from the last part

Bela was pacing in nervousness
then she realised something

Bela: Oh no no noooo, this can't be happen, now what shall I do

Tears started forming in her eyes. By that time Mahir came there with a juice bottle

Mahir: Belu yeh lo pee lo tum, you will get some energy

Bela turned around and hugged Mahir tightly and started sobbing in his embrace

Mahir: Belu kya hua roh kyu rahi ?

Bela: Mahi *snif* Mahi

Mahir: Belu first stop crying and tell what happen

Bela came out from the hug and looked up at him

Mahir: Kisi ne kuch kaha tumse ?

Bela: Mahi woh na mai aaj woh dupatta lana bhul gayi

Mahir: Yeh toh raha tumhare shoulder pey

Bela: Yeh nhi dusra wala aur uske bina mai ab dance bhi nhi kar sakti

Saying this she again started crying

Mahir: Belu shh rotey nhi hai, dekho hum kuch karte hai tum roh mat please

Bela: Nhi Mahi hum kuch nhi kar sakte humey, koi help bhi nhi karega koi bhi nhi aur ab time bhi nhi hai jyada

Mahir(in mind): Ab kya karu Belu ko kitna shauq tha ish competition mein participate karne ka aur jeet ke school ka name roshan karne ka aur ab yeh karegi bhi nhi.

Bohut hi jyada ziddi hai yeh ladki. Kya karu aur ab rona bhi toh band nhi kar rahi hai

Mahir: Belu listen pehle aap chup ho jao please please place

Bela: No Mahi

Mahir: Belu zidh mat karo, aap ese hi dance kar sakte ho bina dusre dupatta ke ek chote se dupatte ke liye aap ese dance cancel toh nhi kar sakte na aur ese agar aap mana kar dogey humare school ka name kharab ho jayega na.

Dusre schools ke log sochenge ki humare school mein musibat ka saamna karana nhi sikhatey isiliye toh India ke one of the best business men and one of the best gynaecologists ki beti Bela Sharma daar ke marey dance competition ke din dar gayi aur dance hi nhi kiya. Kya aap chahte ho log esa kahe ?

Bela: Par...

Mahir: Acha aap chahte ho ki log esa kahe

Bela shook her head in response

Mahir: Toh chalo back stage

Bela: Hmm

When they turned towards the door, BeHir saw a girl standing there near the door with a smile

Girl: Sweetie aap roh kyu rahi ho
isiliye na aap apna dupatta lana bhul gayi

Bela just nodded her head with teary eyes

Girl: Toh ek kaam karo ese sad si face mat banao aap pe suit nhi karta

Mahir: Aap kon didi

Bela: Yeh wohi didi hai jinhone mujhe girne se bachaya

Mahir: Acha
( To that Girl) Thank you didi for helping her

Ab Tum Hi Toh Ho ✓Where stories live. Discover now