" choree mujhe .. mujhe meri hi nazar mein mt girayee hazim...Q tum .. t tum mujhe akela nahi chortey ho ... m mein t tumhari wajha se .. sirf tumhari wajha se apne ap ko gunah gaar samjhti hu ... " falak ne rotey hue kaha .
" falak ... t tum mujhe bhe to samhjo .. m mein tum se .. muhobat " hazim bolta is se phele falak boli
Muhobat .. muhobat ... yeh kesi muhobat the tumhari .. han .. jis ne meri roh ko dagdaar kr diya .. han ... m mein aaj bhe apni kismat pr rooti hu .. k tum jesa ghatiya insaan .. begarat insaan meri zindagi mein likha gaya hai .. jis ki apni ghr ki ortoo pr hi nazar hoti hai .. hawas se barhpoor nazar .. Or tumhari hawais ka nishana banii hu mein .. ek baar nahi baar baar .. tum ne meri roh .. meri roh tak ko zakhmi kiya hai hazim alam ... tum nahi samjh saktey ho is baat ko .. tum mardoo ko is se kya lgee . Tum logo k liye to orat bs ek kilona hai na .. istamaal kiya .. apni dil ki kushi k liye .. Or phir phank diya .. jab dil bhar gaya ...mgr mujhe kamzoor mt samjhne .. m mein ab tumhay apna se khelne nahi du gi ...
Woh bachpan the .. tum ek kamzoor falak ko apni hawis ka nishana bana rhay the .. pr pr ab .. ab sochna bhe mt. .. mein asaa kabhi nahi hone du gi " falak ne usee door kiya . Or rotey hue bhir chlii gai .Bhir lounge mein sab k anee ki awaaz a rhi the .. us ne jaldi se apne ansoo saaf kiyee or un sab k pass chlii gai ..
" asslam a alikum mama .. baba bahi " falak ne sab ko salaam kiya .
" kesi ho tum .. " mona bagum ne pucha .
" mein thek hu .. sofiya api. .. layee mujhe de mein bhe help krwa du " falak ne kaha .
" areeee nahi babhi sahiba .. tum betho idhr ..hazim .. Kahn hai " taniya ne pucha
" w woh .. a rha hai " falak ne kaha
" beta .. falak .. ab tum usee ap kaha kroo .. yeh tu tum kya hota hai " mona bagum ne kaha to falak ne muu banatey hue han mein sir hilaya .
Itni deyr mein hazim bhe a gaya or sab se mil kr breakfast kiya ...
" wallima .. k Saree intazaam ho gey hai na asif " hikmat sahab ne pucha .
" g baba ... ho gaya hai .. " asif ne juice ki sip letey hue kaha .
" acha .. chloo thek hai .. ab chloo bahi sab log sham k function ki tayri kroo " hikmat sahab ne kaha to sab log khana khaya or phir kaam mein lg gay ...
Sham ko walima bhe ho gaya ... sab log bohot thakee hue the isee liye apne apne room mein chlee gayee ... falak dressing table k pass krii apne earing oyaar rhi the ...
Hazim undr ayaa .. Or chup kr k dressing room mein chlaa gaya ... Or change kr k ayaa tab bhe falak wese hi krii hui the ..
" falak " hazim ne bulaya .
" hmmm " falak ne bs itna hi kaha .
" kya tum kabhi bhe mujhe maaf nahi kroo gi " hazim ne pucha to falak kahmoshi se chup kr k bed pr late gai ..
Din asee hi guzartey ja rhay the .. un dono ki shadi ko 2 haftey guzar gay the .. dono bohot kam baat krti the .. jab zaroort hoti the tab bs ..
Falak us ki her cheese ka kayal rakhti the .. mgr koi baat nahi krti the .. woh azraa bagum se kiya wada nibhana chahti the ... hazim us ki her ek cheese ka kayal rakhta the ..Woh dono mona bagum or hikmat sahab k saath bethey hue the .
" beta tum dono ne ghoomne ka kya program banaya hai " hikmat sahab ne kaha to dono ne shocked mein ek dusre ko dekha .
YOU ARE READING
zalim muhobat
Romanceit's story about .. love .. selfish love .. a boy woh have no limits a girl who have moral value ..