Next day morning
Naina sameer ke tasveer dekhke usme hi khoyi rehti hai......
Piche se koyi Awaz de Rahi hai naina ko....paar usse kuch bhi Sunai nahi deta ....
Shivani:naina!naina?
Naina:masi!aap mujhe bula rahe the?
Shivani:nahi nahi! Tujhe kyun bulau mein.... Ladke wale toh tujhe dekhne nahi aarahe hai aj... Tere saheli ko dekhne aarahe hain😏😏😏...kabse bula rahi hu tujhe.... Kaha khoyi rehti hain?😡😡😡kal raat se dekh rahi hu mein.....ek minute tere haath mein kya hai woh?
Naina fir sameer ke tasveer chupa leti hain....
Shivani:chupya kya tune?mein saaf saaf dekha tu kuch chupaya hain piche....aab nikal🤨🤨🤨
Naina:m.m.masi kuch bhi toh nhi....Shivani naina ke haaath mein se woh tasveer leleta hai....
Shivani:toh tune sameer ki photo dekh rahi thi....
Naina noded yes!
Shivani:toh isme chupane wali kya baat hain....accha bata kaisa laga tujhe sameer?
Naina blush karti hain...
Shivani:matlab accha laga....
Naina noded
Shivani:kya??pehli baar aj tujhe koyi ladka pasand aaya hain mein abhi dedi aur Shekhar ji ko bolke aati hoon.....chotu bhi bahut khush hojayega sunkeChotu matlab naina ki masi yaaneki shivani ki bete.....
Scene change....
Vivek:sameer!aj tum sham time pe free ho kya?
Sameer:haa papa!
But tabhi sameer ko kuch yaad aata hain...
Nahi papa!aj ek dst se milne jana hain....
Vivek:advik se?
Sameer:nahi papa
Vivek:toh fir kisse?
Sameer:papa woh ek new freind hain...aap usse nhi pehchante hain bahut zaldi aapko usse milwayunga😍
(Sunaina ki baat karraha hai)
Vivek:sameer!tum aj sham mere saath chaloge....
Sameer:papa aise kaise... Apko toh abhi hi bola ke mujhe...
Cut by vidya
Vidya:sameer!vaiya ne bola na ke tujhe aj humare saath chalna hai....Vidya -vivek ki bahen hai...shadi huyi thi ekbaar but pati margaya tha aur dobara kabhi shadi nhi kiya hain...issliye maheswari mansion mein hi rehte hain....
Sameer:mini!aap bhi jarahe ho papa ke saath?(sameer baachpan se hi vidya ko mini bulata hain kyun ki sameer ke mummy unhe mini kehker bulate the)
YOU ARE READING
𝐌𝐫 & 𝐌𝐫𝐬. 𝐌𝐚𝐡𝐞𝐬𝐰𝐚𝐫𝐢
Fanfiction𝑀𝑎𝑟𝑟𝑖𝑎𝑔𝑒 𝑡𝑎𝑘𝑒𝑠 𝑝𝑙𝑎𝑐𝑒 𝑎𝑐𝑐𝑜𝑟𝑑𝑖𝑛𝑔 𝑡𝑜 𝑡ℎ𝑒 𝑤𝑖𝑠ℎ𝑒𝑠 𝑜𝑓 𝑏𝑜𝑡ℎ 𝑡ℎ𝑒 𝑝𝑎𝑟𝑡𝑖𝑒𝑠 ...𝑏𝑢𝑡 𝑖𝑓 𝑡ℎ𝑒 𝑚𝑎𝑟𝑟𝑖𝑎𝑔𝑒 𝑡𝑎𝑘𝑒𝑠 𝑝𝑙𝑎𝑐𝑒 𝑤𝑖𝑡ℎ 𝑡ℎ𝑒 𝑐𝑜𝑛𝑠𝑒𝑛𝑡 𝑜𝑓 𝑜𝑛𝑙𝑦 𝑜𝑛𝑒 𝑝𝑎𝑟𝑡𝑦 ,𝑤𝑖𝑙𝑙 𝑡ℎ...