Next part is here...
Sameer:w..w..woh dadi bua actually woh mein asal mein.... Mein apko dekh raha tha kisi aur ladki ki tasveer deke k koyi aur apko pasand aaye yaa nahi
Bua dadi : iska kya matlab hua.. Agar kisi aur ladki pasand ajate toh...samajh raha kya hota?naina jaisi acchi aur saaf dil wali ladki chala jata humare naseeb se khas karke tere naseeb se...beta usse pehli mulaqat mein hi ek apnapan sa laga.....aage se aisa kaam maat karna
Pundit:Dadi chodiye yeh pagal hogaya ajkal...ut patang harqate karta rehta hai harwaqt...aap chaliye mere saath abhi rest karenge bahar se aayi hai
........................................................................
Rama:Naina kal tu chali jayegi yeh ghar ekdum khali rehjayegi....meri choti si naina aj itni badi hogayi k kaal uski shadi hai yakeen nahi horaha....kaab itni badi hogayi meri ladli....Rama hugs Naina and says the words while crying
Shivani:Didi aap pls royiye maat dekhiye naina bhi rone laggayi aab toh...aise rote rote usse bida karegi aap?
Naina:mummy mujhe apko chodke kahi nahi jana...aap royiye maat mein Sameer ji ko kahungi k woh yaha aajaye yaa phir aap humare saath waha rahenge
Rama:aisa nahi hota naina...shadi karke saab ladki ko apne pati k ghar jana padhta hai....shivani ja naina k liye raat ko uski pasand ki kadhi chawal banade mein apne haathon se khilayungi aj....
.........................................................................
Sameer:Hello aunty!sunaina abhi taak nahi aaya ghar?aunty pls uski koyi frnd ki contact number milsakte hai jisse mein sunaina se contact kar saku.....
Su mom : Tumhe kitni baar kaha k sunaina jab bahar jati hai ghumne taab kisi se bhi contact nahi karti barbar phone kyun karrahe ho
Sameer:aunty mujhe usse contact karna bahut hi zaroori hai pls aunty
Su mom : suno ladka mujhe jo kehna tha kehdiya aab barbar phone maat karo...pata nahi kaha se ajate hai saab
![](https://img.wattpad.com/cover/234182482-288-k206084.jpg)
YOU ARE READING
𝐌𝐫 & 𝐌𝐫𝐬. 𝐌𝐚𝐡𝐞𝐬𝐰𝐚𝐫𝐢
Fanfiction𝑀𝑎𝑟𝑟𝑖𝑎𝑔𝑒 𝑡𝑎𝑘𝑒𝑠 𝑝𝑙𝑎𝑐𝑒 𝑎𝑐𝑐𝑜𝑟𝑑𝑖𝑛𝑔 𝑡𝑜 𝑡ℎ𝑒 𝑤𝑖𝑠ℎ𝑒𝑠 𝑜𝑓 𝑏𝑜𝑡ℎ 𝑡ℎ𝑒 𝑝𝑎𝑟𝑡𝑖𝑒𝑠 ...𝑏𝑢𝑡 𝑖𝑓 𝑡ℎ𝑒 𝑚𝑎𝑟𝑟𝑖𝑎𝑔𝑒 𝑡𝑎𝑘𝑒𝑠 𝑝𝑙𝑎𝑐𝑒 𝑤𝑖𝑡ℎ 𝑡ℎ𝑒 𝑐𝑜𝑛𝑠𝑒𝑛𝑡 𝑜𝑓 𝑜𝑛𝑙𝑦 𝑜𝑛𝑒 𝑝𝑎𝑟𝑡𝑦 ,𝑤𝑖𝑙𝑙 𝑡ℎ...