Silence is what can be heard in the entire hospital. No one is understanding what to say how the hell they r responsible for their kartik terrible condition.
Ye ladka ladki jhoot bol rhe h aise kaise hum zimmedar hum to kartik se itna pyar aur ye 2 bahar wale hote kon h hampe aise shaq krne wale.
(Common thoughts of family)
KD(kartikdadi): e tum ladka ladki hote kon ho ye bolne wale tum jante bhi ho kya bol rhe ho bs kuch bhi bol do aye bade. Pta bhi h tum logo ko kuch😏.
(U can picture whomever u want as boy nd a girl. Boy name is Ansh(A) nd the girl name is Anshika (An).
An: arey auntyji pta to hume bhut kuch h pr aapse bat krna to bhais ke aage been bajana aur apna dimag khrab krna jaisa h. Isliye please hume aapse kuch bat hi nhi krni. Hum yha sirf aur sirf kartik ke liye use yha se leke jayenge aaplogo se dur rahega to jldi thik ho jayega wo.
(Again silence)
MG: main tum logo ko apne bete ko aise nhi leke jane dooga hath to lga ke dikhao aur humse dur rehke kartik ki halat aur khrab ho jayegi wo khi nhi jayega. Mere bete ko mujhse koi door nhi kr skta.
A: uncle ji hum bolna to nhi chate the hum bs isliye chup the kyunki aap log kartik ki family ho nd hum uski bhut izzat krte h lekin aaplogo ko kuch pta hi nhi na to aaj apki sari galat fehmiya dur krte h.
A: to uncle aur kartik ki dadi ji yeh to aapko pta hi hoga agar ki kartik aaplogo se bhut pyar krta h lekin aaplog saajtk aapne kra kya bs kartik pr aapne decision force hi to kre h aur blame ghar me kuch galat hota h to wo khi na khi kartik ki wajah se hota h aur wo pagal sb seh jata h sbse bada example to ms pedika(vedika) usko bhi to yehi bolke force kiya tha na ki tumhe krni hi padegi shadi vedika se apni family ke liye hi krlo aur wo tyar bhi ho gya kynki dadi ko heart attack aya tha aur wo itna sb khone ke bad air kisi ko khona nhi chata tha aur aplogo ne use force kra yeh jante hue ki kartik naira ke alewa aur kisi ko pyar nhi kr skta. To ek aur bat sune ms pedika se shadi krne se phele hi usne sucide attempt ki thi.An: (to swarna) ek aap hi h na jo usee smjhti h to kyu uska sath nhi diya kyu awaz nhi uthyai kyu nhi bola ki kartik mat kro shadi. Bs aap chup bnke khade rha kre aur jb sb hojata h tb bola kre yehi to kr rhi h aap itne salo se. Smjh skti h to bolna bhi start kr dijiye agar uske sath diya use bola hota na to aapka beta iss hal me nhi hota.
A(to chachi nd chachu) wo aapdono ke sath hamesha khada rha kyunki jb wo apne maa baap se naraz tha aur usne aapko apna maa baap mna sbse phele aap hi to mile the naira se to Mr akhilesh jb aapko pta lg gya tha ki naira zinda h to kyu nhi btya use kyu nhi roka ki mat kr shadi kyu kyu.
Singhaniyas.
An(to naksh) : dost mna tha na kartik ko to apne dost ka hal nhi pucha jata yeh jante hue wo tumhari bhen se kitna pyar krta h usko bola ki krlo shadi👏👏. Apni bhen ke samne hi kisi aur ko teez de rhe ho sharam nhi ayi arey kartik ka chodo tumne to apni bhen tk ka nhi socha. Bs kartik ko curse krte raho.
A(to badi dadi nd dadi) kartik ka to chod hi dijiye aapne to apni beti tk ka nhi socha. Arey kyu sochege dusri beti jo mil gyi thi ek ke chakkar me apni asli beti ko itna hurt kiya.
(Its like someone has slapped them hard on thier faces).
An: U guys r pathetic family ke name pe dhaaba ho. Ek family naira ki wajah se krti h aur apni convienve ne hisab se kartik pe apne decision thopti h to dusri family na apni beti,dost ko smjh paye.
A to Singhnaiyas: pta h tum logo ke ache to goenkas h atleast samne rehke to ghatiya harkate krte h pr tum log to chashni me doobe hue meethe bnte ho aur fir drama krte ho tum logo ke rules change hote h apni convience ke hisab se.An to goenkas( aaplogo ke liye to words hi nhi h bs jaisa man kre blame kro aur force aur fir family bn jao) pta h naira ki sbse badi galti thi ki wo kartik ko ghar wapis layi aur kartik ki unhone tum logo ko maaf kr diya aur yeh dono pagal apne aap ko bhul gye aur tum logo ke liye jeene lge.
(Naira was listening to all these tears were flowing from her eyes.)
A nd An come to naira: smbhalo apne aap ko bolna to tumhe bhi h but ye acha hoga ki wo tumhe pta lge kartik ki dairy se ghar pe uske secret room me h hum leke jana chayie kartik ko apne sath lekin ab wo tumhare bina jee nhi payega bs ek request h aur may tadpana apne aap ko jaise tum nhi reh skti wo bhi nhi reh skta. Hn kartik ne bhut galtiyan ki h pr tgus remains a fact aaj bhi wo tumse utna hi pyar krta h humne dekha h use itne sal tadpte huye.
N: ......
An : main smjh skti hu smbhalo apne aap ko aur hn waise bhi main kg ki fan ho aur tum log jldi sath ho nhi to main use le jaungi apne sath.
N: nahi main leke hi nhi jane doogi.
An: (laughs) ik hugs her nd says himmat rakho wo jldi thik hoga.aur ho ske to iss bar sirf kartik aur apne liye jeena.A to both the families: hume maaf krna bolna nhi chayie tha aisa but ye sach h umeed h ki aap change ho aur age se kartik aur naira ko smjhe. Aur hn hum log dost h kartik ke.
Note: ye sb hospital me hi hua h ik allowed nhi h shor macha but lets just asssume ki unhone ek pura corridor book kra h so only kartik in that floor tbhi doctor ne bhi nhi danta inhe shor machane pe😂
Precap: Naira to read kartik dairy.
Hey guys i wanna know something next update kartik will be back but what if kartik lost his memory nd naira tries to make him remember do u want it or not please do tell me as then only i can write the next update.
Love nd peace always.🤍
YOU ARE READING
I Don't Deserve Love!
Ficción Generalit's from the current track but it's all about kartik's pain Nd his p.o.v. Even after being through so much he still didn't get his love. Nd maybe in some parts it includes Naira Nd other family point of view but mainly it will be on Kartik.