Dur reh ke bhi
Paas hai hum
Naa milke bhi
Mill liye hum
Sukh mein ho
Ya phir dukh mein
Par nibhaaya saath
Har pal humne.Har Koi puchta raha Ki
Humse konn hai woh
Humne bhi muskurakar kaha
Hai kuch dil se judhe rishte
Jinhone saath na chodha humara kabhi............Sab dundhte the
Kamiyaan mujhmein
Par unhone hai samjha
Kaabilyat meri
Na mille hai hum kabhi
Par duaien maangi bohut saari
Sab koste the mujhe
Par unhone hai sambhaala mujheHar koi puchta raha ki
Humse konn hai woh
Humne bhi muskurakar kaha
Hai kuch dil se judhe rishte
Jinhone saath na chodha humara kabhi............Kisi ne Choti behen banke
Toh kisi ne badi behen banke
Kisi ne dost bannke,
Hosla hai badhaya mera
Ab log kya jaane humare
Aise rishte ke baaremeinIssliye............
Har koi puchta raha ki
Humse konn hai woh
Humne bhi muskurakar kaha
Hai kuch dil se judhe rishte
Jinhone saath na chodha humara kabhi............Hum unhe bataate gaye par
Woh samjh na paaye 😊
YOU ARE READING
Ankahi Baatein
PoetryThese poems are written by me, so if anyone interested in reading it then do peep in...