ISHQ KA BUQAAR

98 20 14
                                        

Ek tu hai ke anjaan hai meri Mohabbat se merey yaar,
Aur ek mai hun ke terey ishq mein kar rahi hun har aazmaish paar,
Mai jaanti nahi ke ab terey baghair is dil Ko kaise aayega qaraar,
Mai toh bas ab itna jaanti hun ke jaana, mujhe hogaya hai terey ishq ka buqaar.

-afsheen

Shayari On Loveजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें