Chapter 36

1.3K 91 31
                                    

Pushpaji: Kya hua tum dono ko?

L1: Isse Puchiye....

L2: Isse Puchiye...

Karishma: Amma topa ho Ka? Samasya kya hai tum donoki?

Both of them together: Yeh ....

PS/SS/CC: Kya.....?!

Karishma: Amma ka baat hai, aap chaliye andar

All go inside

Karishma: Accha ab bataiye ka baat hai

L1: Radhika ko aapni Nanad se chutkara chahiye

L2: Aur mujhe aapse

L1: Haan haan, aapne pati ko chhodke hamare paas kyun aayi phir?

L2: Kyunki........

Haseena comes, 'Kya ho rha hai?'

All except for the two ladies, 'Jai Hind Maddam sir'

Haseena: Jai Hind, kya ho rha hai yaha pr?

Pushpa ji: Maddam sir in dono ko report likhvani hai

Haseena: Toh likhiye

Santosh: Vahi maddam sir, samaj nhi aaraha kiske khilaf likhe

Haseena: Jinke khilaf inhe likhvani hai, unke khilaf likhye

Karishma to Pushpa ji: Aaj lagta hai Santu ki aatma Maddam sir ke andar aagayi hai

Pushpa ji to Karishma: Hume bhi kuch aaisa hi lag rha hai

Cheeta: Maddam sir, inko ek dusre ke khilaf likhvani hai

Haseena: Lekin baat kya hai?

L1: Radhika batati hai maddam

Santosh: Ek minute, yeh Radhika kon hai?

Cheeta: Uff yeh masu- (looks at angry KS)

L2: Yahi hai Radhika bhabhi, inko bachpan se third person mai bolne ki aadat hai

Haseena:(Sighs) Anyways, Radhika ji aap batayie baat kya hai?

Radhika: Yeh hai Radhika ki nanad Nandini, yeh hamesha Radhika ka kaam badha deti hai

Nandini: Bhabhi, mai hamesha aapki madad karna chahati hoon, aapse mujhe koi personal dushmani nhi hai

Radhika: Accha? Kal phir pyaaz kaise kaate the? Kaam badhati hai phir sab kuch Radhika ko sametna hota hai

Nandini: Bhabhi, lekin aapne kaha tha ke chhote chhote katne hai, toh maine bhi vahi kiya chhote chhote kaate maine

Radhika: Haan, lekin ek pyaaz dedh inch bada tha

Nandini: (Slapping her forehead) Yahi baat thi?

Radhika: Haan

Nandini: Maddam aap mujhe jail mai rakh lijiye, please, inke chonchle alag hi level ke hote hai, parso, mai jaaru maar rhi thi, ek jagha reh gaya tha, uss baat ko leke unhone pura ghar sar pr chadha diya tha

Haseena: Aap dono shaant ho jaiye, aap ghar jaiye hum aapki problem samaj gaye

Radhika and Nandini leave

Haseena: Cheeta Chaturvedi

Cheeta: Ji maddam sir

Haseena: OCD specialist se hamari meeting fix kijiye, aur Karishma Singh aap uss Nandini ke baare mai saari information nikalengi, I repeat saari information, ek bhi point miss nhi hona chahiye

Kahani Laato aur Jazzbato kiWhere stories live. Discover now