3

1.7K 79 6
                                    


In Rakhi's Room.

Karan: Mujhe aapki saath ki bohot zaroori hai Mom.

Rakhi: Mein tumhari saat dene keliye taiyyar hoon lekin

Karan: Lekin kya Mom.

Rakhi: Mujhe lagta hai Preeta ko ek din ke liye akele choddeni chahiye.

Karan: Mom aap usse ek baar baat karo na pls.

Rakhi: Karungi beta.

Preeta's POV

In Karan's Room

When Preeta enters in Karan's room as his wife. Her mind is full of so many thoughts.

Preeta:(in mind) Mein actually is kamre mein bohot baar aachuki hoon par ab mujhe aisa lagraha hai ki pehli baar aarahi hun. Mein pehle iss room mein ek simple ladki Preeta Arora ki naam se aaya karti thi par ab yeh room meri room hogayi. Maine kabhi bhi nahi socha ki meri future mein aisa kuch hoga. Jis kamre mein jaane se mujhe kushi milthi thi wahi kamre ki andar aakar un kushiyon se zyaada dhuk horahi hai.

                         POV ends.

She got every glimpse of their nokhjhoks and their moments.

She kneel down cryingly near the bed. That's when Rakhi came.

Rakhi: Kya mein andar aa sakti hun?

Preeta: Aise kyun pooch rahi hain Rakhi Aunty appiki beta ki kamra hai. Ap jab bhi chahe aa sakte hain.

Rakhi:  Aise kaise aa sakti hun. Manti hun meri hi beta ki kamra hai. Ab yeh tumhara bhi toh hai na.

Preeta: Apki baat toh sahi hai Aunty lekin apne kaha na ki mein apki beti jaisi hun.

Rakhi: Teekhai tumne hi toh ab kaha na tum meri beti jaisi ho phir Aunty kyun bularahi ho Mom kehke bulao na.

Preeta suddenly hugs her crying. After some time she breaks the hug.

Preeta:  Kya ap mujhpe vishwaas karte hain?

Rakhi :  Mein tum par Karan se zyaada vishwaas karti hun beta. Aise savaal kyun poocha.

Preeta : Kya apko lagraha hai ki Mahesh uncle ki accident ka zimmedar mein hun?

Rakhi: Bilkul nahi beta. Par ye toh beta kyun

Preeta: Kyunki Karan ko lagta hai ki zimmedar mein hun. Jab tak usse sach pata nahi chal jata tab tak mein aaraam jee nahi sakti Mom

Rakhi: Tumne mom bolo.

Rakhi hugs Preeta

Rakhi: Dekho tum aagai tum tumhari dad ache se khayaal rakhna agar woh batayenge toh Karan maan jayega.

Preeta: Aap meri madat karogi?

Rakhi: Kyun Nahi karungi beta zaroor karungi. Aur aaj tumhari pehli rasoi hai lunch mein meetha sa kuch banalena. Theek hai

Preeta: Ok Mom.

Rakhi leaves. Preeta is little relieved by talking to Rakhi and she is happy that there is someone in that house who will take care of her.

At Kitchen.

Sherlyn enters the kitchen with mischievous smile in her face.

Preeta feels someone's presence and she turned to see the person. As i said it's Sherlyn which made Preeta feel disgust that now she is her family member.

Sherlyn: Congrats Devrani. Aur tumhe toh kush hona chahiye par udaas lag rahi ho aur iska reason toh mein jaanti hun kyunki maine RakhiMom aur Karan ko baat karte hui sunn liya.  So sad na pata nahi iss ghar pe kitne dinon ke liye tikhogi. So sad na.

Preeta: Why do u even care about me actually? Mein kitne dinon ke liye bhi rahoon tumhari pardaafaash karke hi yehaan se jaaungi. Isliye be careful. Meri pyaari Bhabhi.

Sherlyn: Dekho Preeta tumne pehle bhi khosish ki thi meri pardhafaash karne ki jab maine kya kya kiya, kya nahi kiya yeh tum bohot ache se jaante ho isliye mujhse door rehna.

Preeta: Oh please yeh galat fahmi tumhe suit nahi karrahi so please go from here. Mujhe mera kaam karne do.

When she turns to go Sherlyn slipped and fell down as oil was spread on the floor.

Preeta gives her hand to help her get up but Sherlyn refused to do so

Preeta: By the way tum ab Jahan ho na wahi tumhari jagah hai. Giri hui ladkiyan ki jagah yehi hoti hai. Aur maine tumhe isliye haath diya tha ki tum pregnant ho mein nahi chahti tumhari wajah se uss masoom bacha unne toh yeh bhi nahi pata ki uski Maa kis tarah ki ladki hai aur baap kaun.

Sherlyn managed to get up goes out from there.

At Dining.

Everyone is sitting on the table waiting for their lunch Karan was also arrived but Rishabh wasn't there. Even Mahira was there.

Preeta comes there with her with a bowl full of
Laddu in her hand which is Karan's favrt. On seeing Preeta Kareena gets up from her place and she was about to go.

Preeta: Rukhiye Bua mein chali jhati hun.

Karan: Preeta tum kahin nahi jaogi aur Bua aap bhi nahi jaogi.

Kareena: Iss middle class ladki ki hathon bani hui khana nahi khaongi.

Karan: Yeh pehli baar toh nahi haina bua pehle bhi bohot baar aap iski haathon bani hui khana kha bhi chuki ho aur iski hathon bani hui drinks bhi peechuki.

Kareena: Ab mujhe yeh nahi patata Karan ki yeh ladki badla lene keliye umr ki bhi izzath naa karke kisi insaan ko ghar se bahar nikal legi.

       Preeta went from there cryingly.

Karan: Jho bhi kiya woh past hai aur present woh meri biwi hai woh iss Luthra kaandhaan ki choti bahu hai. Aur aap meri biwi ki beziddee nahi kar sakte. Agar meri koi bhi baat bura laga toh maaf kardijiye. Ek aur baat agar khana khani hai toh khalijiye kisko nahi khana woh yehaan se jaa sakta hai.

Kareena: Lagta hai uss ladki ne tum par koi jaadu kar rakhi hai isiliye toh apni hi ghar walon se iss tarah ki baatein kar rahi ho.

Karan: Koi jaadu nahi hai bua maine kaha na woh ab iss parivaar ka hissa ban chuki hai iska matlab woh meri gharwali hui na gharwali ke liye hi gharwalon se iss tarah se baatein karni padti hai.

Rakhi: Karan ab bohot hogaya. Chup kar.

Karan: Ok Mom. Ek aur baat aagey se Preeta ko koi bhi taaney nahi dega agar diya toh aap log mujhe iss ghar mein dekh nahi paogi. Mera matlab hai ghar chodke chala jaunga.

In Karan's Room.

Preeta is crying in the room. Karan enters in the room with a small bowl of laddu and lunch in his hand.

Karan: Bohot bhook lagi hai. Meri favrt bhi hai. (He eats a bit). Mmmmmmmm. Yummyyyy. Wah kya banaya hai. Mujhe nahi patata ki kuch logon ko khana aisa bhi banana aata hai.

She is seeing him as he is a small kid who even don't know how to eat. 

Preeta:  Naam ki The Karan Luthra hai. Famous cricketer bhi hai. Lekin khana khane ki tameez nahi hai. Kya Mom ne tumhe khane ki tameez nahi sikhayi.

Karan: Meri Mom ne mujhe bohot hi ache tarah se sikhaya hai ki khana kaise khate hain. Jaise bhi khaun jaana toh pet ki andar hi hai. Aur waise bhi yeh haath, mooh aur pet bhi mera hai tumhe usse kya.

Preeta turns her face and started seeing her phone.

Precap: Preeta talking to Mahesh.

Love You StillWhere stories live. Discover now