Part - 30

855 75 10
                                        

Tahzib - toh ahi gayi Roshni ap.
Roshni - haa, wohh toh anna hi tha janeman tum ne jo bulaya tha. Kese nhi ati.

Roshni's POV

Oh god I am such a bad actor and I am so anxious right now. I can't afford to make things go wrong now otherwise..

Tahzib - Roshni ji oyee hoyeee bari gazab ki cheez lag rahi ho aaj tum. Yehh neya look ka toh dewana ban geya hun mein.
Roshni - aab woh toh mujhe pata hi tha. Ki dewane mere toh aap bohot pehle se hai. Aur bata yeh janab.
Tahzib - haa zarur par toh bokhe mein ohh janab kon hai. ( points at Aman dressed up as Arab)
Roshni - yehh lanba chohra budhu yeh toh mera nokar hai, keh ne ke liya toh lawyer hai par hai toh nokar hi mera 😄😄.
Aman - 🤬🤬🤡🤡🤡 ( in mind) chorunga nhi Roshni mujh ko nokar bola. Itni insult. Mein kya nokar jese dikh ta hun.

Tahzib - ohh achha. Par yehh batao achanak se tum hare attitude mein itna badlaav kese.
Roshni - aise kese nhi ata aap hai hi yesi cheez.
Tahzib - mashallah mashallah kya kehti hai aap.

Aman - mmmm bara aya. Soch bhi kese skta hai ki Roshni isse pasand karegi. Mein toh itna handsome banda hun mujh hai tak kabhi bhao nhi diya Roshni ne. Bari kheyali poolao paka skta hai apne dimag mein. Badtameez chadar ki kamis.

Tehzib - us din ki insult bhulunga nhi tini asani se
Roshni - us din to mai tumhe test kar rhi thi tum mere layak ho ya nhi warna us bandar k sath rehkar to mai bore hochuki thi
Tehzib - acha aisa kya
Roshni - acha ye sab choro side karo. Aur asli wala romance karo.
Tahzib - OMG ashlil wala romance. I love it, my favourite.
Roshni - mm 🤬 aslil nhi asli, asli wala romance I mean real wala romance.
Tahzib - ohh achha 😄😚😚.
Roshni - music toh chalao 🙄😏😏.

Roshni's POV

I really hope meri acting itni bhi fake na lage. Kitni unrealistic cheeze bol rhi hu mai. Tehzib jesa bewokoof hi mere baton me yakeen kr skta hai

Roshni and Tahzib started dancing. Tahzib was enjoying with Roshni all his and his gaurds attention were towards them. Aman was very jealous and angry😤 he wanted to break Tahzib 's leg and hands but could not as his motives were different. Motive to bring back Jammy safely. Aman took the opportunity and taking the advantage of situation started to search for Jammy, he tried to find Jammy. He finally finds Jammy after a long time of search. He took Jammy and made him on the car outside. He had to come back to take Roshni. Aman was scared what Tahzib would do to Roshni if they get caught. Tahzib had his full attention on Roshni and his hands all over her body. Aman could not control anymore.

Aman - ruko
Tahzib - ohh bhai kya ho gya.
Aman - bohot naach liya ab
Tahzib - Whatt.
Roshni - He is right. My Lawyer is right. Tum ne toh kaha tha tum Jammy ko chor doge.
Tahzib - haa. Sala lawyer hai ki husband picha hi nhi chorta.
Aman - woh hi samajh skte hain.
Tahzib - kya kaha 🤨
Aman - kuch nhi.
Tahzib - hmmm. ( To his servent) Oyee jao Jammy ko lekar ao.
Roshni - ruko woh nhi tum khud leke ao.
Tahzib - mein kyu.
Roshni - kyu ka kya matlab itna pyaar karte ho kehte ho itna bhi mere liye nhi kar skte.
Tahzib - acha acha mein hi jata hun.

As soon as Tahzib and his gaurds were gone to take Jammy. Roshni and Aman left a note on Table and ran away. Tahzib and his gaurds found out that Jammy was not there anymore. They understood their plan. They came as soon as possible but Aman, Roshni and Jammy all were gone. They saw the note on table "Ghatiya to tum ho hi lekin uske sath bewokoof aur gawar ki bhi qualities hai tum me".

Aman ,Roshni and Jammy reaches home.
Roshni - Jammy ko sula diya hai. Hum bhi chalo jake soh jate hain.
Aman - haa.

They both were sleeping. Roshni was sleeping and then she wakes up she does not find Aman. She tries to find Aman. He was sitting in window's side. She goes up to him.

Roshni - kya kar raha ho Aman.
Aman - wohh...
Roshni looks down and sees Aman 's injured leg where he is putting medicine and gets shocked.

Roshni - yehh kya hua Aman kese huya. Kese huya bataaya kyu nhi.
Aman - kuch bolne dogi tab nah.
Roshni - chup karo.
Aman - dekha tum ne..... Woh Jammy ko dhund te samaye lag gya tha.
Roshni - batana chahiye tha na.
Aman - Arre kya bata ta itna bhi bara chot nhi laga mujh hai. Chota sa hai.
Roshni - Aman chota sa, andhe ho gye ho kya, kitni zyada chot lagi hai.
Aman - Arre yr kuch nhi huya.
Roshni - jhuth mat bolo. Raat ko dard ke mare soh nhi pa rahai the. Isliye jhuth mat bolo mujh se. Utha nhi skte the mujh hai. Sab khud hi kar na hai.

Roshni puts the Medicine very carefully. Aman felt very peace in his heart seeing Roshni caring for him. Aman was smiling seeing Roshni. Roshni looks up.

Roshni - tum haas raha ho.
Aman - tum hai meri itni care karte kabhi dekha nhi hai na Isliye .
Roshni - keh na kya chahate ho tum.
Aman - woh tum.....
Roshni - acha acha choro mujh hai nhi janna.
Aman - haa par Roshni chot mujh hai ek jaga lagi hai. Pure par mein nhi pure pair mein medicine kyu laga... 🙄😏🤭
Roshni - kyu ki mai doctor nhi hu.

They both bursts into laughing).
 
Roshni 's POV
Kitna ajib hai yeh. Pehle kitna parishan kar ta tha har samaye aur aaj mere liye kitna Kuch kiya. Apni jaan ki bhi parwa na kar ke mere madad ki. Kitna aajib hai. Jab bhi mein isse kuch samjhti hun. Yeh toh kuch aur hi nikal ta hai. Itni chot lagi thi ek baar utha ya tak nhi. Sayad mein ne hi kabhi notice nhi kiya ki yeh kitna acha bhi ho skta hai. Apni hi life ki confusions mein itni busy thi ki andhi ho gayi thi. Kuch acha nazar ata hi nhi tha.
Acha kuch nhi Roshni tum itna socho mat yeh Aman hai kabhi bhi kuch bhi kar skta hai. Yeh jis taraf tum ja rahi ho na. This will never end well. But phir bhi iss ne mere liye bohot kuch kiya aaj.

Aman 's POV
Iss Roshni ko toh dekho thori si chot ka kitna bara bakhera kar rahi hai . Jese ISU mein bharti kar na pedhe ga mujhe. Yeh itni pyari aur caring ho skti hai kabhi notice hi nhi kiya. Sayad kuch zyada hi ego aur hatred ke karan sab kuch sach aur acha dekh na hi bhul gya tha mein. Aaj apni mari huyi dost ke liye kitna kuch kar rahi hai. Jammy ko pura sambla hai usne. Aaj Jammy ko bacha ne keliye apni izzat aur jaan ki parwa bhi nhi kiya ek second ke liye bhi.

Aman and Roshni have started to have second and different thoughts about each other. What are this feelings and What will they grow into?

Do vote❤

ADDICTED ~ A RoshAn's Storyजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें