Junaid - the document which was made was kept at a secret place as it had confidential information with proofs but they were all destroyed because someone did not wanted to let you know this. This information was supposed to be known to you by the age of 25 but it got delayed due to constant threats. Your father and your brother died due to this reason only. That day when they were killed that document was completely destroyed.
Roshni (with tears in her eyes) - they were killed?
Junaid - yes, and today I am in such a condition because of that person onlyAman was also here listening to all this in utter shock.
Roshni - that means someone attacked you.
Junaid - yes mere khane me kuch poisonous tha
Aman - yes I read the medical reports. Apne pura nhi khaya isiliye zyada effect nhi hua warna apki jaan bhi ja skti thiA call came so Aman had to leave
Roshni- lekin ye information kya itna confidencial hai to itne sare logon ko marna par rha h ek insan ko.
Junaid - mene kaha na abhi bohot kuch hai jo tum nahi janti.
Roshni - mujhe hai samajh nhi araha. Is someone trying to kill me now.
Junaid - sshh, diwaro ke bhi kaan hote hai. Sab ki jan ko khatra hai abhi.
Roshni - kya yeh kya bol raha hai aap. I can't believe this.
Junaid - kyaa tum se kuch keh skta hun beta.
Roshni - are aap puch keu raha hai. Boliye na.
Junaid - beta mein e hamesha apni beti mana hai tum hai . Isliye tum hai apni bete ki bahu bana ya hai . Par sayad mein e Aman par kabhi ache se dhayan nhi diya. Isliye sayad woh mujh se nafrat karta hai.
Roshni - yesa nhi hai dad, woh apse kabhi nafrat nhi karta. Bus apse thora gussa hai sayad. Apko pata hai jab halat bohot kharab thi tab Aman ka kya hal huya tha. Woh soy nhi pata tha, kha nhi pata tha, he does love you very much. Bus dikha ta nhi hai.
Junaid - sun ke acha laga. Lagta hai finally tum Aman ko samjh ne lagi. Jab se utha hun dekh raha hun mein ki ghar ke mizaj kuch badle badle se hai. Tum dono ke ankhon se hi pata lagta hai.
Roshni - dad abhi yeh sab bate kyu. Aap rest kijiye na.
Junaid - beta Roshni wada karo jo bhi tum Aman ka sath kabhi nhi choro gi. Woh tum hare bina bohot akela ho jaye ga. Agar uski zindagi usse dhoka dede tum usse roshni dikha na.
Roshni - mein wada karti hun, Dad . Aman ko kabhi akela nhi Chorun gi.Perveen enters into her room.
Perveen - i can not believe this. Junaid bach kyu geya. Woh meri life aur bhi muskil kar dega. Usse raaz ke baare mein sab kuch pata hai. Woh eklauta insan hai jisse pata hai ki kya huya tha. Usse maar jana chahiye tha. Raste ka kata ban ke betha hai. Aur yeh Aman pata nhi yise kya hogya ajib ladka hai. Pyar mein pagal ho gya hai. Yeh kambakht pyaar bohot kamini chiz hai. Dimag kharab kar deta hai. Yeh Roshni jab se ayi hai tab se sab garbar hona start huya hai. Yeh ladki toh payda shi problem hai mere liye. Jaan se parishan kar rahi hai. Payda hi keu huyi thi . Zindagi mein aag laga diya. Par koi baat nhi itni jldi haar nhi manungi mein. Sab kuch phir se meri tarha hoga. Aman ko mein phir se apne side mein kar ke rahun gi. Aur yeh Junaid iska bhi kuch kar na par hai ga.Perveen was all set to destroy everything which comes in her way. Perveen hated Roshni since her birth. She was also in obsessive love with Junaid and she could never handle Rejection knowing how Junaid and Ameera was so close she went crazy and mad and would do every possible way to keep Junaid all to herself. She made Junaid 's father go bankrupt so that he breaks his relationship with Ameera and marries her. She is a rich man's daughter and she also always used to get what she wants. She was in love with Junaid and she would have done any possible thing to make him hers. And eventually Junaid out of family pressure marries Perveen. He never hated her he tried to love her but he could never fall in love with her but he stayed loyal to her to be a good husband. She got Ameera married to a rich man so that she never comes in her way but When Roshni was born. She became a connection to Junaid and Ameera.
She has done many crimes to get what she wants. When finally Junaid separated himself from her and marries Aman to Roshni. She makes Aman go after Roshni and make her life hell. So she can get back her revenge.Junaid 's POV
Mujh hai pata hai Perveen kuch toh karegi aab jab ki woh aab issi ghar mein hai. Mein e bohot koshish ki woh hamare sab ki zindagi se durr rahai par woh nhi ruke gi mujh hai pata hai Aman ko bhi Perveen ne hi bharkaya tha taki woh Roshni se nafrat kare aur Ameera orr mere bare mein bhi galat kahani bana kar baata ya hai. She needs to be stopped. Bohot jaane li hai usne apni mann ki kar ne ke liye. Woh din ba din aur bhi ziddi aur pagal ho rahi hai. Aab sara sach bahar nhi laya gya toh sab ki jann ko khatra hai. I have tried my whole life to be a good husband aur Perveen ko khush rakhu par uska shak kabhi khatam nhi hoga. Aab apni family ko aur suffer nhi karne dunga. I will put a end to all this. Agar Perveen ki jann bhi leni pari baki ko bacha ne ke liye toh wohi sahi.Roshni goes to office to see Aman. How he is doing as he was stressed out for many days.
Roshni - tum hare liye khana layi hun khalo. Please.
Aman - tum hai ane ki kya zarurat thi driver se keh deti lane ko.
Roshni - driver bhej deti. So tum nhi chahate ki mein tum hare liye khana layun. I see
Aman - Arre essi baat nhi hai tum hara chehra dekhna toh mujh hai haar samaye acha lagta hai. Abhi ke liye tum hara face dekh na hi mujh hai chen nhi ata. I love youuuuuu Roshni.
Roshni - acha then I love you too.

आप पढ़ रहे हैं
ADDICTED ~ A RoshAn's Story
FanfictionPeople don't LOVE DRUGS they are just ADDICTED to it. It is easier to get over your lover than an habit.It is said that when you get to see a person all day and night, that person becomes your habit. Aman and Roshni are forcefully tied in a relation...