Part -11

589 50 2
                                    

Manik come back to ashram and give medicine to Nandini and after some time Nandini open his eyes .
Maithili - Di aap thik toh ho na .
Nandini - Tum chinta mat karo hum bilkul thik hai .
Champa - aapne to humein dara hi diya tha rajkumari ji woh acha hai ki Manik ne apko bacha liya .
Nandini see Manik who was stand in front of her .
Nandini - Hamari jaan bachane ke liye dhanyawad Manik.
Manik - Uski zaroorat nhi hai maine tumhari jaan sirf isliye bachai kyunki tumne meri jaan bachayi thi isse jyada aur kuch nhi .
Saying that Manik leave for there.
Maithili - Bahut azeeb hai yeh kabhi itne bante hai kabhi itna gussa.
Nandini did not said anything only smile.

Manik comes out and meet cabir .
Manik - Tujhe Naksha mila .
Cabir - Ha mujhe pata chal gya hai ki naksha kaha hai . Hum aaj raat jakar woh naksha le lete hai .
Manik nodded his head. Cabir is see Manik is looking tense .
Manik - Kya hua tu thik hai na .
Nandini - Ha main thik hoon bas woh Nandini .
Cabir - Manik tu aaj kal Nandini ki baat kuch jyada nhi karne laga hai kahi aisa toh nahi ki tujhe usse pyar ho gya hai .
Manik - Pyar aur mujhe cabir tu pagal ho gya hai.
Saying this Manik leave for there.
Cabir - Tu khud se kitna bhi jhut bol le pyar toh tujhe ho gya hai Manik .

Nandini is resting to his room . Champa comes and give her medicines .
Nandini - Champa mahal mein yeh baat kisi ko pata to nhi hai na .
Champi - nhi rajkumari ji kisi ko nhi pata hai.
Nandini - Acha hai warna sab humein wapas le jate .
Champa - Rajkumari ji ek prashna puchu .
Nandini - Ha pucho na .
Champa - Rajkumari ji aap Manik ke bare mein kya sochti hai mera matlab hai ki .
Nandini - Hum tumhara matlab samajh rahe hai Champa. Jab bhi hum Manik se milte hai toh humein kuch ho jata hai . Uske sath rehte hai toh humein sab kuch aacha lagta hai .
Champa - Rajkumari ji kahi apko unse pyar toh nhi ho gya .
Nandini - Pata nhi lekin hum itna jante hai ki jaise humsafar ki kalpana humne ki hai Manik bilkul waisa hi hai .
Champa - Rajkumari ji maaf kijiyega lekin aap Manik se kuch din pehle hi mili hai aur us par itna bharosha karna sahi nhi hai.
Nandini - Hum samajhte hai Champa lekin tum chinta mat karo kuch galat nhi hoga .
Champa - Hum prathna karenge rajkumari ji. Acha ab main chalti hoon aap aram kijiye.
Saying this Champa left for there. Nandini comes out in his hut and see Manik is teach some thing to Maithili. Nandini go to there and see .
Maithili - Nandini di dekhiye na manik bhaiya ne humein kitni aachi chitrakari sikhayi hai .
Nandini - Bahut aachi hai Maithili.
Manik - Maithili tum karo main chalta hoon mujhe kaam hai .
Maithili nodded his head and Manik left for there with you seeing Nandini.

Mohabbat Ka IntehanWhere stories live. Discover now