Step by Step🙌🏻

2K 140 22
                                    

It's Thursday and AS has given leave to all MPT and PPT members so that they can get refreshed and work on mission with more efficiency.
Mission is in last phase and the last phase begins from tomorrow.

So, all MPT Members have got a break that too with their favorite people Anubhav and Haseena after a long time. So, they all decided to make it special.
They all prepared HM and AS's favorite food, enjoyed, danced and went to mall in the end.
HM was overwhelmed because of their efforts and she was feeling quite happy.. Actually this whole week was full of happiness for her as her favourite team, team MPT was with her..

Thursday passed with celebrations and happiness.
And Friday was coming with lot of work and tensions.. HM had 2 appointments (Sample and appointment with Dr Jiten)
______________________________________

FRIDAY

HM asked AS to work on case and said : "Sir aap case ke aur details dekh lijiye tabtak hum DrJ se milke aa jayenge.. "
(She was trying to make him stay at thana to avoid her illness's truth to come out)
AS: kya keh rahi hain aap hj.. Agar hum aapke saath nahi chalenge to Dr ko shak nahi ho jayega kya.. Ki biwi itni serious condition mai aur pati saath aaya bhi nahi.. Aur waise bhi hum bhi iss plan ka hissa hain to hum saath mai aa rahe hain..
HM: par sir..!!
AS: that's an order Haseena Mallik!!
HM: okay sir(in mind: ab kya karein.. Sample bhi dena hai.. Aur uss doc ke pass checkup ke liye bhi jana hai.. Kuch to karna hoga.. Par kya?
AS: kis soch mai dub gayi aap?
Hm: k.. Kuch nahi sir
As: theek hai.. To phir chalte hain.. Aur waise bhi aapki doc mili thi to wo kuch samples ki bhi baat kar rahi thi na.. To aap pehle wo de dijiyega aur phir hum Jiten ke pass chalenge..
HM: inko yaad hai(in mind).. Okay sir(smiles).. (In mind : itna kuch ho jane ke baad bhi inhe hamari kitni parwah hai)
AS(in mind) : aapki parwah nahi hogi to aur kiski hogi.. Aap hamari jaan jo thehri..
He also passes smile to HM..
HM:(thinks) ye hum kya kar rahe h.. Agar inko pta chal gya to hamara pichle 2 mahino ka sacrifice bekar ho jayega aur Anu ko pta chl jayega ki hum marne wale h.. Nahi.. Nhi.. Hume inse thodi duri bnake rakhni hogi..

Both leaves for hospital.

Hospital

HM:Sir hum apna blood sample dekar aate hain.. Aap yaha lobby mai wait kijiye

AS: Hum bhi chalte hain.. Waise bhi yaha ruk kar kya hi karenge..

HM: Okay sir.. (Inse behes krke koi fayda nahi hai)

They both go towards Lab and HM gives sample and then they head towards Dr Jiten cabin.

In Cabin

DrJ: Dekhiye Shruti ji.. aapki reports mai progress bilkul nahi hai.. Maine aapko operation ke liye 1 hafte ka time diya tha.. Lekin mujhe lagta hai.. Thoda jaldi krna hoga..

AS: lekin sir.. Shruti ko problem kya hai... Sirf weakness mai operation?

DrJ: Abhinav ji.. Ye sirf weakness nahi hai.. Shruti ji ke organs par effect aaya hai gas inhalation ki wajah se!! Aur iss operation se hum broadly affected organs tak medicine directly pahuchaenge.. Par mai aapko pehle hi bata du.. Ye operation thoda risky hai.. Agar inki body dawai ko response nahi degi to inki jaan bhi jaa sakti hai..

AS(scared and angry ) : kya.. Ye kya keh rahe hain aap.. Aap hamari patni ke baare main aisa kaise keh sakte hain.. Pata bhi hai aapko hum inse kitna pyar karte hain.. Agar inko kuch hogaya to.. Hum aisa soch bhi nahi sakte aur aap bol rahe hain..

Anuseena - Far But Still NearWhere stories live. Discover now