BROKEN INTO PIECES - 💔

2.5K 160 41
                                    

SUNDAY

It is a pleasant morning.AS is sleeping on couch and HM is sleeping on bed when the sunrays fall on He's eyes and she wakes up.
HM notices AS sleeping. His hair are messy and are spreading on his forehead and eyes. It seems as if he is in slumber.
She starts gazing him and is lost in his thoughts. This beautiful sleep of AS reminds HM of some old moments.
She starts thinking

(FLASHBACK:

It was their first wedding anniversary. The sun was shining brightly but some clouds were also coming in its way. Cool breeze was blowing and HM woke up. She saw her cute hubby sleeping in very cute posture holding her hand.
And she started gazing him.
She didn't realise but he woke up!

AS : Priye!! Kya aaj ka poora din aap hume isi prakar niharte hue guzar dengi kya?

HM still gazing him and didn't listen what AS said!!

AS: priye!! Priye!! Kitna khoyengi hamare main.. Aapke saamne hi hain.. Baadme dekhlena aaram se.. Abhi hume aapko pehli vivah varshganth ki badhai to dene dijiye!!

HM still in thoughts..

AS(in mind) : Aaj ye moorti banke hume dekhti hi rahengi kya😂? .. He shakes HM and shouts Haseeeenaaa ji.. Neend se jagiye.. Hume ghoorna band kijiye...

HM comes out of her trance and says : Anu.. Aap chilla kyu rahe hain.. Aur aap uthe kab..

AS: Chillaye na to kya kare priye.. Aap Hume dekhne mai itni mashgool thi ki aapko na hamare jaagne ka pata chala na wo baatein suni aapne jo humne aapse boli.. To aapko aapke swapn duniya se bahar laane ke liye aapko hilana pada aur chillana pada..
Waise ek baat bataiye.. Itna kyu ghoor rahi thi aap hume? 😂

HM(shyly) : achcha achcha theek hai.. Jyada khush mat hoiye. Taiyar ho jaiye.. Aaj kitna saara kaam hai.. Waise hamare pyare patidev.. Aapko humare vivah ki pratham varshgaanth ki hardik badhai!!

AS: adbhut!! Dhara pravah hindi bolne me to aap humse bhi aage nikalti jaaa rahi hain to isi baat par hamari taraf se bhi.. Shaadi ki pehli saalgirah mubarak ho..

HM smiles and says : chaliye.. Ab taiyar ho jaiye warna late ho jayenge!!

Both go to get ready

FB Endsss)

HM is smiling while thinking all this and this time also AS is awake and he notices that she is smiling..

AS: HJ aap kis baat par muskura rahi hain?
HM:........ (Lost in thoughts)
AS: Haseena ji!!?
HM: (no reply)
AS finally shakes her and she comes out of trance..
HM: kya kar rahe hain Anu.. Aap hume aise kyu hilate rehte hain..
AS: kya bol rahi hain.. Humne to aapko aapki swapndesh se nikalne ke liye hilaya..aur wo bhi abhi..
HM: nahi.. Apne hume hamari first anniversary par bhi aise hi hilaya tha jab hum aapko dekh rahe the aur kho gaye the(she realises what she has said)..
AS frowns, she gets scared but he starts laughing and she also laughs..

AS: achcha ab aapka ho gaya ho to hum taiyar ho jayein!
HM: ji aap pehle chale jaiye.. Hum aapke baad taiyar ho jayenge!!
AS: theek h

AS goes to bathroom and HM sits on bed and talks with herself: ho sakta hai ki aaj ka aur kal ka din hi ho hamari zindagi mai.. Shayad parso ka suraj bhi hum na dekh payein lekin aaj aur kal k din ko itna khul ke jiyenge ki baaki cheezo ka malal na reh jaaye.. Dukh to hoga ki Anu ko hamare baby ke baare mai nahi pta hoga aur wo iss duniye me aane se pehle hi chala jayega lekin hum uske baare me batake Anu ko aur dukhi bhi to nahi karsakte.. To Mrs Haseena Anubhav Singh tum aaj bhot khush rahogi aur din ko poora enjoy karo gi..

Anuseena - Far But Still NearWhere stories live. Discover now