Forest Mission and their love part 1

1.8K 107 5
                                    

Next Morning in MPT:

Billu is sleeping,

SS and CC chitchatting and KS and PS fighting on morning tea.

All in their zone.

In this days HM completely broken down because of AS.... She is not behave like previously, She is not even talking like previously.... She pushes herself into the work so she dosen't getting time to remember all wrong things which AS did with her....

HM come in MPT no one realizes that she came.

Suddenly SS sees HM and said Jai hind Madam

Everyone saluted her

HM - Hum cabin me hai kuch jaroorat pade to batana.... and she goes and started working.

KS - Madam Sir ko ka hua?

PS - Ha aaj to hum sbko aise bakaiti karte huye dekh kar data bhi nahi...

CC - Pushpa ji madam sir pichle kai dino se aise hi tension me hai ... na kisise khulke bat karti hai... nahi hasti hai ....apne hi duniya me khoi hui hai..

SS- Lagta hai.... Maddam Sir ke ghar ka nul bhi.... mere quarter jaise kharab hua hai... isisliy vo dukhi hai

CC - Uff santuji... kaha se lati hai aap ....itni masumiyat..

KS - Bhakk ..... Kuch bhi bak rahe ho tum dono

Billu- Jabse DSP sir ne madam sir ko dhoka diya hai.... tabse madam sir aise behave kar rahi hai ...itna bhi nahi samjta tum logo ko polis hoke..

KS-glared at billu

PS-Sahi kah raha hai billu ...madam sir apna dard chupane ke liye jyada kam kar rahi hai ... DSP sir ki yaad na aaye isiliy .....der rat tak kam karti rahti hai..

KS- (thinking in mind) Mana ki pahle pahle hum nahi chahate the ki.... Madam Sir anu bhayya ki wife bane pr.... hum ye kabhi nahi chahate ki unke sath aisa kuch ho ... anu bhayya apne bohot galat kiya hai madam sir ke sath..

Note: (Ambeghat = name of village - Which is village near the forest and river. forest is so dense, there are often rainy days and cloudy climate...everytime there iscold breezy air blowing. In the middle of jangal there is settlement where people are living and in jangal there are many mini houses which are empty and they are in different parts of the forest)

At Headquarters (Hq)...

AS busy in working ... one constable come and said apko IG sir ne bulaya hai

AS - Jai hind sir

IG - Jai hind jai hind...Anubhav abhi abhi humare...... Intelliegence ki through .....hume pata chala hai ki Ambeghat ke.... jangle ke kisi ghar me ....koi gang chupi huye hai aur vo ......hathiyon ke dat ki taskari kar rahi hai..... aur sath hi sath baki janwaro ko bhi nuksan pahucha kar unka use kar rahe hai... Unke pass jayada log hai ...aur weapons bhi jyada hai....... to planning karke unhe pakdana hoga..

Aur department me abhi ye .......mission success bananewala tumhare siva yaha koi nahi hai ........aur kuch officer hai ......jinhe forest ke mission ke bare me knowledge hai ........but abhi vo dusre mission pe appoint kiye gaye hai...

Aur tumne aise mission pahle kiye hai...... to hume lagta hai ki tum is mission ke liye perfect ho..

To kya tum ye responsibility lene ke liye tayar ho ? kyuki isme khatra hai bohot ...Plan me kuch gadbad hui........ to vo log siddha mar denge...

AS - ji sir aap chinta na kare........ hum is mission ke liye tayar hai... hume apni parva nah hai...lekin kisi bhi stithi me hum .......un logo ko pakadwa kar rahenge... chahe hamari jan hi kyu na chali jaye... aap nishincht ho jaye..

IG - Good...Soch samjake plan karna hoga ... hum tumhe sham tak batayenge ki........ konsi team tumhare .......sath dengi is mission me ... to aage plan karke muje plan batao fir .....hum approve karne ke bad tum log mission ke liye niklana.....Sham tak tum Hq ka kam khatam karna..... taki tum mission ke liye ja sakte ho...

AS - Ji sir... jai hind..

He left cabin and goes into his cabin and thinking...

(Abhi mission pe jane se pahle sab kam niptane honge..... MPT jakar un logo ko batana bhi hoga ki hum yaha nahi hai...... to tabtak thana thik se sambhale..... hastakshar bhi karne padenge MPT jakar...

Aur Is mission pe khatra bhi hai........ bohot kya pata hum ....jivit laut payenge bhi ya nahi ...Haseena ji ko akhiri bar dekh bhi lenge ......aur unhe batayenge ki hum unse kitna prem karte hai....... chahe hum jivit rahe ya nahi... Kya pata phir kab mouka milega unhe batane ka...)

Then he left for MPT..

AS - jane se pahle ek bar MPT me durbhash karte taki koi kahi bahar na jaye....

He called KS..

KS - Ji bhayya..

AS - Sirr..

KS- Sirrr... Jai hind sir

AS- hum abhi Thnae aa rahe hai ....sabko suchit kardijiye hume sabse milna hai... aur kam bhi hai...

KS-ka koi khas bat hai sir...

As-Ji ake batayenge...

KS-Ji

In MPT...

In cabin...

KS- Jai hind MS

HM-Jai hind KS... aaiye...boliye

KS-MS vo bhayya ka matlab DSP sir ka call aya tha ........vo thane aa rahe hai to unhone bol hai.... ki sab thane me moujud rahe......... unhe kuch bat karni hai...

HM-Kaisi bat karni hai...unhe..

KS-pata nahi MS vo bataya nahi ..

HM-thik hai aap baki sab ko inform kijiye..... aur vo aaye to hume bulalijiye....

KS-ji and goes..

HM to herself - konsi bat karni hogi sir ko?.... Khair unke aane ke bad to pata chal hi jayega..

And she again busy in her work..

THE BOND OF LOVE - Anuseenaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें