Mission part 1

1.2K 104 13
                                    

Continuing from previous part.........

They all went in AS's room........ and AS opens map of jungle on laptop...

AS- to ye hai.....

SS- jungle map??

AS- ji....

All are watching it on laptop....... so it is not visible for all clearly........so they come more near to laptop....

Billu is not able to see the map..........so he is trying to see........ by pushing others....

KS- amma bille kya hai....

Billu- are muje dekhne do na....

AS- shreeman apko kyu dekhna hai....

Billu- are aise kaise.......agar mai jungle me kahi kho gaya........ to mere bina kya hoga thane ka....

All looked him in anger....

CC- are bohot achha hoga billote........thane pe se boja kam hojayega tera.....

Billu-maaaa....

PS- aahh.....kya hua billu.....

Billu- maine aj tak kitna kuch kiya hai thane ke liy.........aur Dekho ye kaise bol raha hai....

KS- give anger look.....

Billu- sorry sorry....

AS till attached laptop to projector....

CC- areee........ jungle kaha gaya???

Billu- yeee.......ab to jungle hi gayab ho gaya....

HM- yaha upar hai......abhi dikh raha hai sabko....

All- ji....

AS- to ye hai jungle ka naksha..........is jungle me 5 se 6 Aisi jagah hai.........jaha kuch ghar aur karkhane band padi hai....

Ye giroh inme se..... kisi ek jagah hai......Aur vo jagah ye hai.......(he point to a one of the place).....

HM- apko kaise pata ye vahi jagah hai....

Billu- haa......apko kaise pata....

AS- give look to billu.........hame kaise pata ye prashn nahi hai........prashn ye hai ki yaha jake unko pakde kaise........

KS- Anu bhayya....

AS- sirr....

KS- ka musibat hai.....Sirrrrrr....

AS- karishma singh hum mission pe hai....

KS- ha ha........ye bataye ki aap pakka Jante hai ki......... yahi vo jagah hai.....

AS- hum ye 100 taka kah sakte hai ki .........ye yahi jagah hai....

KS- to fir to hame abhi....... hi mission shuru karna chahiye......

AS- nahi KS hum mission 4 se 5 din bad shuru karenge....

HM- in mind(...chal kya raha hai inke dimag me....)

HM- just saw AS in questioning look....

SS- are wahh.......matlab tabtak yaha ghum sakte hai......hai na pushpa ji....

KS- give anger look to SS..... and said... sirr........abhi aur kyu rukna hai....

AS- KS ye jo giroh hai........inke kuch aadmi yaha.......... gavvalo pe bhi nazar rakhte hai.......aur jahir si bat hai humpe bhi....

Filhal gavvalo ko ye pata hai ki......... hum sab ek parivar hai .......aur yaha ghumne aaye hai....

Agar hum abhi kam shuru karenge..........to unko shaq ho jayega............aur hum ye bhi nahi Jante ki......... kitne log hai vaha ...hum sab unse lad sakte hai ya nahi.....

THE BOND OF LOVE - Anuseenaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें