Anubhav's care and romance...

2.1K 139 16
                                    

Continuing from previous part

AS came and saw Haseena is still there....

AS- Haseena ji aap abhi tak gai nahi....

HM- sir...vo Hume apse bat karni thi....

AS- ha ha boliye.....aap... thik hai na?

HM- ha hum bilkul thik hai....hum.....hum bas apse mafi mangana chahate the......I am sorry......humne bina soche samje apko bohot kuch kah diya.....

AS- smiled and said......lekin jo kaha vo satya kaha......usme apki koi galti nahi ......khair aap chinta mat kijiye......hume bura nahi laga....

HM-a....ji...hum...hum chalte hai fir....jai hind....

AS- aa.... Haseena ji....

HM- ji?

AS- aapne bhojan kiya?

HM- ji sir.....vo actually ammi hamare liye ruk rahi thi......to hum unke sath dinner karke hi aaye hai.......agar nahi karte to vo hamare liye wait karti baithathi.......sorry aapne dinner ke liye pucha tha.......lekin hum ....

AS- koi bat nahi Haseena ji......ammi bhi chinta karti badme ......achha Hua aap unke sath bhojan karke aai.....

HM- apne khaya khana?

AS- ji.....apki ammi ki tarah......hamari Maa bhi hame khane ke liye dantati rahti hai.....

HM- going to laugh.....but stops when AS watching her...

AS- ab ye mat kahiye ga ki..... vaarta visheshagy hoke bhi dant khate hai.....

HM- kya? Vaarta?

AS- Negotiation specialist....

HM- ohh...

Suddenly HM's driver come and said

Driver- jai hind Madam..... hame argent me hospital jana hai......kya aaj aap khud drive karke ja sakti hai?

HM- kya hua?..... Aap achanak hospital kyu ja rahe hai......apki tabyat to thik hai na?

Driver- ji Madam tabyat thik hai......vo kya hai na hamari wife admit thi na.....hame beti hui hai.....abhi abhi phone aya tha.....isiliy hum hospital ja rahe hai.....

HM- happliy said......are wahh.....congratulations.....

AS- Abhinandan shreeman...badhai ho....

HM- aap ek kam kijiye gadi leke jaiye.......jaroorat pad sakti hai......rat ka vakt hai......to gadi rahne dijiye apke pass...

Driver- lekin Madam aap kaisi jayengi fir.....

HM- hum chale jayenge auto ya fir taxi se .......aap chinta mat kijiye......

Driver- pr madam......

HM- humne kaha na aap jaiye.......apki family rah dekh rahi hogi.....jaiye.....

Driver- ji.....jai hind...

AS, HM- jai hind....

Driver left.....

AS- chaliye Haseena ji hum apko chod dete hai ghar......

HM- nahi sir hum chale jayenge.....it's ok....

AS- abhi 11 baj rahe hai Haseena ji.... abhi kaha aap riksha dundhati rahegi......hum chod dete hai apko...

HM- nahi sir hum chale jayenge.....thank you...

AS- Haseena ji.....

Cut by HM- sirr..... hum chale jayenge.....aap chinta mat kijiye...

HM- jai hind....

THE BOND OF LOVE - Anuseenaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें