Storm in both of heart

1.6K 116 12
                                    

Continuing from previous part...

In morning....

AS house...

AS- in mind ......Haseena ji se aaj bat karni hi hogi.........unse kal ke liye mafi mangni hogi..........pahli bar humne unhe chuaa hai kal........pata nahi vo kya soch rahi hogi........

unhe apne dil ki bat batakar hi rahenge hum aaj...... Aaj MPT me mouka milte hi hum bat karenge unse........aur der nahi kar sakte hum....

HM house....

HM- in mind........tears escaped from her eyes.........kyu hamare sath hi aisa hota hai har bar........kyu hum unse dur nahi ja pa rahe hai.........kya kare kuch samaj nahi aa raha....

aaj hum finally unhe batayenge ki....... hum unse pyar nahi karte........kuch nahi lagta hume unke bare me ....

Ammi- Haseena niche aaja beta....nashta tayar hai....

HM- wiped her tears........take a deep breath........and decide to remove all her thoughts form her mind.......and goes for breakfast....

As she is the strongest lady........she managed to stay strong....

Ammi- aree.......ye kya hua........chot kaisi aai?..aur kab?......subah mai room me aai tuje dekhne to...tab to chot nahi dikhi....fir anb?

HM- ammi...ammi jara shant ....hume bolne ka mouka to dijiye...

Ammi- to bata na jaldi...

HM- Ammi.....vo kal gadi ka Dhakka laga....

Ammi- aise kaise laga....

HM- ammi...hum thik hai....abhi

HM- while breakfast......ammi vo sab chodiye........apko batana bhul gaye ki........ hum aaj mission pe jane wale hai....out of town....

Ammi- mission?

HM- ha ....sab hai humare sath.......aap chinta mat kijiye.........Baki sab hum aane ke bad batayenge........dophar ko nikalenge.......to jaldi ajayenge...thik hai...

Ammi- thik hai ....jaldi aa..

HM- ji...bye....

Here....

AS- also told about the mission to his Maa...


In MPT....

All are doing work ....but HM is not there...

AS come in MPT.....

All- jai hind....

AS- jai hind.....jai hind

SS- sorry sir...... lekin MS ab tak aai nahi...
To mai apko pahlehi bata deti hoon ki .........aap puchiye mat ki Haseena ji kaha hai....

CC- santu ji....santu hi.....gajab ...hai aap

AS- gave a look and said......
Dhanyawad santosh sharma..

SS- it's ok sir ..... ye to meri duty hai.....

All gave look to SS.......

SS- kya Hua......maine kuch galat kaha kya....

CC- nahi santu ji...nahi .......aap kabhi galat ho hi nahi sakti....

KS- amma bhak........band karo sab apni baikiti....

AS- aap sabka hogaya ho to .......bata sakte hai ki ......Haseena ji abhi tak kyu nahi aai....

While pushpa ji seeing Haseena is coming....

PS- lo aa gai......100 sal jiyegi MS....

When Haseena enters in thana ........suddenly she sees Anubhav in thana .....

THE BOND OF LOVE - Anuseenaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें