{Sorry for late update😞}
                              Mahila Police Thaana, Lucknow
                              Everyone is taking their work seriously because everyone is scolded in the morning by our Maddam Sir.
(subah-subah bakaiti kar rahe the  aur phir pad gyi warna yeh seriously kaam kare thoda muskil hai )
                              SS was quite engrossed in her work when someone called her she looks up her face and see the person and surprised to see him.
                              SS-Anu bhaiya....
                              Everyone  looks at him.They are surprised.
                              KS-amma bhaiya aap yahan kya kar rahe ho...
                              PS- kya kar rahe ho se kya matlab hai aaye honge MS se milane....she teasing him.
                              AS-aisi baat nhi hum toh bas unhe yeh khaane ka dibba dene aaye hai....
                              PS-hamare lalla ke papa bhi aise hi khane ka dibba dene aate the iss....(doing her sharmane wala step)
                              SS- par aapke lalla ke papa MS ko lunch box kyu dete the....
                              CC-ufff yeh (KS glare him)... sorry maddam sorry.
                              PS- amma jadbhudi...
                              SS- jadbhudi nhi please...
                              PS-lalla ke papa hume tiffin dene aate the...
                              SS-ooohh....waise Anu bhaiya khana aapne banaya hai...
                              AS- ji...
                              SS- kash koi mere liye bhi aise lunch banata...
                              CC-Santu ji aao chinta kahe kar rhi hai hum hai na hum banayenge aapke liye khana hamari shaadi ke baad..(sharmate huye)
                              SS- kyu shaadi ke baad tu police ki job chhod kar cook ban jayega kya...
                              Billu- soch le Cheete abhi bhi time hai....
                              CC-billote apna muh band rakh...
                              AS-achha agar aap logo ka hogya ho toh ab aap log batayenge Haseena ji kahan hai....
                              SS- apne cabin mein...(pointed to cobin)
                              AS- dhyanwaad....he went to cabin. 
                              Mpt follow him and start doing their oiling checking.
                              She was engrossed in file when he enter in cabin.
                              AS-Haseena ji... she looks up.
                              HM-aap yahan...
                              AS-woh aap yeh ghar par hi bhul gyi thi(giving her lunch box)
                              HM- thank you aur sorry hamari wajah se aapko yaha aana pada...
                              AS-iski koi avashyakata nhi hai...
                              HM- aap baithiye  bas do minute mein yeh file check  kar le...
                              AS- aaram se kariye hum yahi hai... 
                              HM- ho gya kahiye kya kehna hai aapko...
                              AS- kuchh nhi woh toh hamne SHO Haseena Malik ke vishay meun bahut suna hai toh socha aaj mil liya jaye...
                              {SS(in low voice)- par MS toh Anu bhaiya ke saath hi rehti tab nhi milte unse..
                              CC-ufff yeh masumiyat Santuji  aapki masumiyat ka samandar kitna bada hai ki kabhi khatam hi nhi hota...
                              KS- haan aur ek din hum tumhe usi samandar mein dooba denge...
                              CC- sorry maddam sorry...}
                              HM- achha yeh baat hai...
                                      
                                   
                                              YOU ARE READING
Arranged Marriage (Anuseena)✔
FanfictionAnubhav Singh- An IB agent who doesn't want to get married but to his mother's happiness, says yes to the marriage. But when he meets Haseena, he falls in love with her. Haseena Malik-A police officer and SHO of MPT. She also does not want to get ma...
 
                                           
                                               
                                                  