Continued from previous part...
                              HM-tum...(shockingly)
                              P-haan main...(flirty tone)
                              HM-yahan kya kar rahe ho....?
                              P-bas tumhari yaad aayi toh chala aaya.....
                              HM- Pushkar tum ne abhi tak apni flirting nhi chhodi....(she asked smilingly)
                              P-kya kare Haseena tum jaisi khubsurat ladkiyon ko dekhkar yeh dil fisal hi jata hai......
                              HM-tum nhi sudharne wale....(she said in laughter).
                              P- sudharne ke liye pehle bigadne ka mauka toh do....he smirked at her.
                              After disconnecting the call, Anubhav turns back and sees Haseena talking sarcastically to a boy and finds a new feeling in him, maybe jealous.
                              He comes to them and puts a cap on Pushkar's block who is standing in front of Haseena.
                              P-kaun hai bhai kyu disturb kar rahe ho....(he said irritatedly and turned to him)
                              AS-shreemaan kya aap thoda side hatenge.....
                              P-kyu bhai itni jagah hai side se chale jao....
                              AS-hum nhi ja rahe aap jaiye yaha se....(he angrily but in calm voice)
                              HM-Anubhav shaant ho jaiye....
                              P-tum is aadmi ko janti ho...?
                              HM-haan yeh mere.....he spoke in middle.
                              AS-pati hai hum Haseena ke.....(he give him a look and smile)
                              P-Haseena tumne shaadi kar  li au mujhe bataya bhi nhi....(shockingly)
                              AS-kyu batata deti toh aap inke bade bhai ke taur par inka kanyadan karte....(tauntingly)
                              Haseena chuckled on his jealousy and Pushkar condition.
                              P-nhi woh toh bas main aise hi puchh raha tha....(terrifyingly)
                              HM-Anubhav yeh hamara college friend hai Pushkar aur Pushkar yeh hamare husband hai Anubhav Singh.....
                              They both shake hands but Anubhav presses Pushkar's hand tightly , he hissed in pain.
                              P-aahh....
                              HM-kya hua...(worriedly)
                              P-kuch nhi....(trying to free his hand from his)
                              AS-aap thik hai.....(fake consultancy)
                              P-main chalta hoon mujhe important kaam yaad aaya...
                              HM-par....
                              P-bye..... he left in hurry. 
                              AS-bye...... (Smilingly) 
                              HM-Yeh kya tha Anubhav.... (she asked in anger) 
                              AS-kya kya tha.... (being innocent) 
                              HM-aapne Pushkar ko daraya kyu..... 
                              AS-humne kuch bhi nhi kiya woh khud hi chale gaye.... 
                              HM-achha, toh uska haath itni jor se kyu dabaya.... 
                              AS-humne aisa kuch nhi kiya.... 
                              HM-Anubhav...... (angrily) 
                              AS- dekha nhi kaise woh aapke sath kaise flirt kar raha tha..... (jealously) 
                              HM- woh college time se hi aise hi baat karta hai hum se....... 
                              AS-agar dobara usne aapke sath aise baath ki ya aapke aaspaas bhi dikha toh hum use chodenge nhi.... (angrily) 
                                      
                                   
                                              YOU ARE READING
Arranged Marriage (Anuseena)✔
FanfictionAnubhav Singh- An IB agent who doesn't want to get married but to his mother's happiness, says yes to the marriage. But when he meets Haseena, he falls in love with her. Haseena Malik-A police officer and SHO of MPT. She also does not want to get ma...
 
                                               
                                               
                                                  