magsad hai kya iss jism ka,
kya tark hai iss khwab ka,
kaunsi quasad se dhadkta hai yeh dil,
jo is zindagi ke kore ke panno par,
Hidayat ke azm likh raha hai?
kaun hai yeh joh,
Khwabon hayed in khulen darwazon par
furozan ki dastake de raha hai?
Kaha hai woh irada jo abida,
iss tanwai ko be saroha, ghair mantaqi ki
Rahnumai mein hairan kar rahe hai,
Kaise ghallab ki hifazat kar,
jo iss infiradiyat ka attar
Un ikhtitami jawabon ke justojo,
jinke sawaal kabhi puche hi nahi.
YOU ARE READING
Ek Aakhree Lafz.
PoésieKya aap ke paas Ek Aakhree Lafz padhne ka samay hai? Meri koshish rahegi ki mein aap ko inn nazmon ka rooh pahucha sakun, Aapke tanqeed aur rayein sada khair muqadam hai, Aapka shukriya!