Haseenaa: Hello anubav ,voh mujhe kehna tha *shyly*ki jaldi aah jao
Man: hello ma'am hello
Haseenaa: aap kon aur Anubav kaha ,yeh phone jinka hai voh kaha hai
Man:yeh phone jinka hai voh yaha unki gadi ka accident ho gaya hai
Haseenaa: kya..ka.ha apne accident *shivering*nahi aap kyu ese,plz anubav ko phone de dijiye,hume unse baat karni hai plz*low voice*
Man: ma'am please samajye ,hum samaj sakte hai apke liye Sadma hai par,yeh sach hai highway road par inka accident howa hai truck ne takkar mari hai ,inhe city hospital likar ja raha hai ..aap
Haseenaa: *anubav ka accident ,esa nahi ho sakta kese ho gaya abhi toh hume use 'crying' voh esa nahi kar Sakta*
Man: maddam aap sun rahi hai hello...
Haseenaa: hello aap , hello yeh phone ,hume anubav ke pass jana hai*running down*
Ma: haseenaa kya hua beta tera rang udda hua lag raha hai,mera na aaj je ghabra raha hai ek bar anu ko call kar
Haseenaa: ma hum *crying*aap yaha rahiye hum abhi ate hai
Ma: tu ro kyu rahai hai kuch hua hai kya bol na*worried*aab toh mujhe aur dar lag raha hai
Haseenaa: ma hum aap ko sab batayenge par aab nahi aap yahi betiye plz *making her sit*meera ma kya dyan rakhna hum ate haiCity hospital
Haseenaa: anubav Singh iss naam ke patient hai kya yaha par ,iss sheher ke dsp hai uniform mei honge
Receptionist: yes ma'am OT mei hai voh his critical
Haseenaa: critical hai voh*tears rolling*kon lekar aya unhe yaha
Receptionist: vahi se kuch gujarne wale ,unhe kon nahi janta dsp hai voh kitno ka accha kiya hai unhone desh ke liye aur unki koi help na kareIcu
Haseenaa pov
Nahi pata yeh sab kyu hua , hamare sath hi esa kyu hota hai ,hume pata chal gaya tha hamare bandar hai Anubav ,hum unhe batane bhi vale the par sab khatam ho gaya, anubav yaha iss halat mei hai hum kuch nahi kar sakte*sobbing*ma ko kese batayenge aur yeh accident hai ya kisine karwaya hai*kicked her sho mind*Doctor: Mrs Haseenaa anubav ko kafi chot aye hai aur hume khun ka intazam bhi karna hoga ,we have nm to operate him unke brain ko lagi hai it might cause amnesia or even
Haseenaa: aur kya bolye *terrified*
Doctor: he might slip into coma I'm sorry to say that,apko iss consent form par sign karna hoga otherwise we can't proceed aur reception par payment kar dijiye,blood group unka O- hai toh arrange kijiye hume turant operation start karna hoga tabtak we are attending to his limp injuries .
Haseenaa: khun ka intazam karna hai hum blood bank , payment humara card kaha hai,kume khud ko sambhalna hai hum haseenaa hai hum ese nahi bikhar sakte kuch nahi hua hai hamare anubav ko..*wipping her tears *
Karishma: bhabhi ,bhaiya kaha hai *crying *
Haseenaa: karishma voh anubav ka *crying*hume khon ka intazam karna hai aap apna network se arrange kawaye
Karishma: aap fikr maat kijiye ,ukhad denge par khoon mil jayega karishma singh ki bhai ki jaan ka sawal hai *eyes red*
Veyom: behna salesahab ... doctor ne kya kaha voh*teary eyes*hum reception par jakar payment karte hai
Santosh: appi jiju ko kya ho gaye yeh sab*crying*
Haseenaa: gudiya iss vakt hum kamzor nahi paad sakte anubav vlo hamari jarurat hai hum*wipping her tears*ek kaam karo tum ammi or amma ko ma ke paas chod do,humne ma se kuch bhi nahi kaha ,unhe pata chal jayega unse yeh bardash nahi hoga*crying*Cheeta bacche meri baat sun tumhare bhai ko kuch nahi hoga sunna tumne *cupping her face and wipping his tears*
Cheetah: bhabi ka ho gaya yeh ,hum apne bhai ke liye kuch nahi kar pa rahe hai hum na ekdam bebas mehsos kar rahe hai*crying*hamare liye bhai ne hamesha sab kuch kiya aur hum,socha tha unki sabse badi khushi denge unhe par dekho voh andar hai aur hum kuch nahi kar sakte ,hamare bhai ko hum dekh bhi nahi sakte kyu*crying bitterly*
Haseenaa: cheeta bacche suno ,apke bhai ko kuch nahi hoga suna tumne ,hum sab unke sath hai ,tum ho unke sath aur unke chote ke hote unhe kuch nahi ho sakta *wipping his tear*abhi anubav ka operation hai aur dekho blood ka intazam karna hai apni di ki madat karo tum ese nahi roo sakte , anubav uthne ke baad bohot gussa karege fir mujhe ufff yeh masumyaat bolna padega samjhe devar ji*kissing his forehead*
Cheetah: ji bhabhi ma*hugging her*hamara toh nahi pata par apke hote humse se kisi ko bhi kuch nahi ho sakta hum jante hai apni bhabhi ko bhi aur maddamsir ko bhi
Haseenaa: iss bare mei baad mei baat karenge constable Cheeta filhal tum karishma ki madat karo ,hum gudiya se puchte hai ma kesi hai..
Santosh: appi aunty bilkul nahi sunn rahi *crying*unhe sambhalna mushkil ho raha
Pushpa: haseenaa behenji jidd kar rahi hai vaha ane ki ,roo kar apna haal bigad diya hai,ma hai voh,hum *crying*unse kuch nahi keh sakte,hum bhi ek ma hai
Ammi: kesa hai Anubav Haseenaa,mera baccha mujhe bhi dekhna hai use *crying*
Ma: haseenaa beta plz mujhe anu ko dekhna hai,mei vinti karti hu,mei dawa bhi lungi ,jyada khada bhi nahi rahungi bas mujhe mere bacche ke pass le chalo*sobbing*
Haseenaa: ma aap*sobbing*aap plz khud ko samblane ki koshish kijiye ,apko yaha ana hai na thik hai , gudiya aap teno ko yaha lekar yaha ayegi,par inki dawaya bhi lekar ana gudiya aur driver chalayega tum nahi samjhi
Santosh: ji appi hum abhi nikalte hai ..
Haseenaa: ya allah kya kare hum*crying*anubav ki halat aur hamara parivar sab toot Gaye hai,ma ,ammi sab khas kar cheeta, anubav jaan hai uski,hum kya kare itna bebas mehsos kar rahe hai ki*sobbing*par hume khud ko majboot rakhna hoga , bandar humse kehta tha ghavon se jyada hamare ansu use dard dete hai ,hum use aur dard nahi de sakte hume apne bandar ke liye dat kar rehna hai*wipping her tears*
आप पढ़ रहे हैं
Taqdeer - Anuseena ki ✔️
FanfictionSeparated by fate ,will fate itself bring them together?? What happens when they are unknown strangers and forced in a marriage together ,will they survive or ruin ...Journey of Anuseena ,how they overcome obstacles and find love 💕💕