Haseenaa: kya aap sab hume ese kyu dekh rahe hai
Ammi: kyuki hume kuch pata nahi chala ki yeh sab kab hua
Ma: humne tujpar vishwas kar sar hila diya aab bato yeh sab kab pata chala
Pushpa: aur mujhe kyu nahi bataya mei bhi apki madat karti jasosi karne*overacting*
Haseenaa: hum batate hai amma*scared*darasal hume ek din pehle pata chala ,hume Antara pehle hi thik nahi lagi thi ,voh anubav ke piche padi thi par voh atankwadi hogi yeh nahi pata tha ..
Veyom: apko kese pata chala voh Ashwin ki beti hai
Haseenaa: hume Antara par jara bhi shakk nahi tha voh toh bas uss raat ko*looking at anubav*fir humne dusre subha camera dekhe
Cheetah: konsi raat kya bol rahi hai bhabi ma*confused*
Haseenaa: yeh dekho*showing her neck area with hickey marks*koi insan apne aap ko tak bhul jaye par apne Siddhanto ko nahi bhul sakta ,jo apne junior ko ghar par tak Miss Mallick kehta ho*taunting* voh esi harkat nahi kar sakta yeh toh pati hone ha hakk hai kyu *anubav was embarrassed*aur antra ate hi hume Dhaka de diya tabhi hum samaj gaye the...fir humne gudiya aur karishma ko washroom mei bulakar sab bata diya , gudiya ne cameras aur phone hack kiya aur karishma ne iski kundali nikal di ...hum tabhi kal raat yaha se nikal gaye taki Antara ka dyan hamse bhatak jaye aur hum uske ade par raid mar sake*smirkk*anubav ko sab pata tha par voh isse itni chipki hue thi yeh kuch kese karte inka phone bhi tap ho raha tha kyu*glaring*inke jasos hai unhone hi hume back team bheji tab jakar sab hua
Cheetah: iska matlab bhai ko sab yad hai*schoked*aur yeh sab natak tha*hurt*
Anubav: chote meri baat toh sun *guilty*mujhe yeh sab karna pada
Cheetah: esa konsa tufan aah gaya tha jo apko yeh sab karna pada*angry*aur sachme yeh hua hota toh*scared*
Anubav: chote esa kuch hua toh nahi na fir ,mei thik hu bas chot lagi hai, Antara ko pakadne ke liye karna pada varna tum sab ko chot pochati*carsing his cheek*
Cheetah: nahi ,mujhe apse koi baat nahi karni ,apko pata hai meri kya halat ho gaye thi *crying*aap na bhai Bohot bure ho*sobbing*
Anubav: maaf kar de na apne bhai ko*teary eyes*aab bhi tu apne bhai se dur rehna chahta hai itne din toh raha majboori thi aab toh gale lag ja*wipping his tears*
Cheetah: bhai*hugging him*aap dubara esa maat karna ,hume bata dete na *sobbing*
Anubav: pakka dubara esa nahi karunga , rona maat*wipping his tears*Salisaiba aap bhi naraz ho *puppy face*sorry na aap bhi naraz ho abhi toh apki appi ko bhi manaa hai*scared*
Santosh: naraz mei thi par aab apka yeh puppy face dekhkar maaf karna padega kyuki appi ko manana asan nahi hoga ,voh appar bohot gussa hai khas kar Antara se chipakne ke liye*whispering*aur apka shukriya bhi *blushing*
Anubav: ha janta hu*gulping*par meine esa kya kiya jo aap mera shukriyada kar rahi hai*sus*
Santosh: voh kya hai na*looking at Cheeta*mei officially apki choti bana chahti hu*whispering*
Anubav: sachme *joyfully*matlab ki *smilling*MA suniye na ,ammi aur aama scared*aap teno kuch toh kahiye
Ma: kya kahu,jab Tera accident hua meri jaan nikal gaye thi ,tujhe na pakad kar marne ka maan tha par kya karu teri yadash ka tanta hogaya ,par jab pata chala teri yadash gaye hi nahi yeh Natak tha ,anu mujhe bohot gussa aah raha hai*angry*
Ammi: mei bhi naraz hu anu ,iss bar ragu sahi hai par shukr hai mujhe toh yad kiya soch kar hi dil tuut raha tha ki kahi tu mujhe app kon hai aunty na bol de*teary eyes*
आप पढ़ रहे हैं
Taqdeer - Anuseena ki ✔️
FanfictionSeparated by fate ,will fate itself bring them together?? What happens when they are unknown strangers and forced in a marriage together ,will they survive or ruin ...Journey of Anuseena ,how they overcome obstacles and find love 💕💕