( sorry if it's boring)
Mallick house
Salma: haseenaa beta voh log ate hi honge...*excited*
Haseenaa: ammi samaj gaye hum tayar hai ...aap jyada uchal Kud maat kijiye..
Santosh: appi sab tayar hai ...mei na bohot excited hu yes🥳🥳🥳
Haseenaa: ha sab janti hu...aab tujhe bina vajah kapde jo kharidne hai...bhai kaha hai
Salma: ata hoga .. Haseenaa beta voh log aah gaye darwaza khol.Outside
Anubav: ma hum yaha kyu aye hai....yeh toh haseenaa ka ghar hai..
Karishma: ha ma kya hua ... haseenaa bhi aah rahi hai...ladki ko select karne...
Cheetah: are nahi voh aunty thik nahi thi na toh unki tabiyat puchne..
Karishma: amma ese saj ke ...kesa lagega aunty bimar hai aur hum ...*frowning*
Ragini: chup ...kitna bolte ho chal kar batate hai..Mallick house
Haseenaa: kon .....appp
Anubav: voh...*words failed to express*Anubav pov
I finally decided to meet the girl chosen my ma....we were on our way...we halted at haseenas place...why??? ...maybe to visit aunty...but like this ..all doolled up...I knocked the door...When the door opened...my breath hitched... omg....there she was drapped in a saree...wow...I had never seen her wearing one....she was looking heavenly beautiful...floral orange saree...with her hair left open..few strands on her face...earings.... bracelet...and a simple chain around her neck....light makeup....she was looking divine...Haseenaa: aap yaha voh bhi... aunty ... karishma*hugging them*
Ragini: bohot khubsurat lag rahi hai nazar na lage*🧿*
Karishma: haseenaa...kitni acchi lag rahi hai tu ..kyu Bhaiya 😏
Anubav: ha sachme bohot*flow *
Haseenaa: sukriya*blushing*
Veyom: mei aah gaya behna*coming with sweets*
Karishma: amma aap yaha...apne toh kaha tha kuch imp kaam hai...fir yaha
Cheetah: bhai voh... santuji kitni acchi lag rahi hai aap*lost*
Pushpa: bhkk...vese koi batayega aab
Karishma: hum toh anu bhaiya ke liye ladki dekhne ja rahe hai...fir yaha Aunty ko dekhne rukh gaye ..par aap sab ese kyu saje ho jese haseenaa ke liye bhi ladke wale aah rahe hai...
Santosh: kyuki yahi sach hai
Anubav: kya??? Tum shadi kar rahi ho
Haseenaa: to tum nahi kar rahe..bataya bhi nahi ...vese ammi ladke vale kaha hai abhi tak aye kyu nahi...
Salma: aah toh gaye tere samne...dekh toh sahi..
Haseenaa: ammi yeh toh anubav hai...yeh kya bakwas hai ..*schoked*
Ragini: yahi sach hai humne ... haseenaa ka hath manga hai anu ke liye...*smilling*
Anubav: Ma yeh kya baat hai... haseenaa hamari dost hai...hum use shaddi..
Haseenaa: ammi hum yeh nahi kar sakte.. anubav se shadi*making faces*
Anubav: kyu kya burai hai hume*curious*are hazar ladkiya marti hai humpar😏
Haseenaa: toh unpar jake maro na yaha kyu aye ho😏
Salma: haseenaa ...beta anubav tera dost hai...aur isse accha jeevan saathi tuje nahi mil sakta...tum dono ek dusre ko acche se jante ho...toh koi...dikat nahi...hogi ...thoda vakt lagega par..sab hojayega..
Ragini: aur vese bhi tum dono ki Taqdeer toh pehle hi jud chuki thi... bachpan mei hi humne vadha kiya tha ki hum tum dono ki shadi karwa denge agar tumhari jindagi mei koi aur na ho ..aur dekho tum dono ek dusre ke liye hi bane ho...*happily*
Anubav: kya yeh sab bachpan se set hai...aur hume aab pata chal raha hai waah*sarcastic*
Haseenaa: hume bhi konsa pata tha ...shadi hi karva dete phir batate
Salma: iska matlab ha hai ...*excited*mubarak ho samdhanji
Ragini: ha chalo muh meetha karo*licking her lips*
Santosh: yay aab mei finally lehenga silwa sakti hu voh bhi best wala...meri appi ki shadi hai*dancing*
Pushpa: hum toh dance karenge... humari beti ki shadi hai
Karishma: dance karna hai... Bhukamp nahi lana pushpa ji
Pushpa: kya matlab hum dance nahi kar sakte..*frowning*
Haseenaa: bass chup ho jaye aap sab...humne abhi tak ha nahi kaha hai... toh kis baat ka jashan ho raha hai..*annoyed*
Anubav: hume kuch vakt chahiye...hume haseenaa se baat karni hai
Veyom: ha ...aap dono apna samay lijiye koi dikat nahi hai*assuring*
Cheetah: bhai ..aur di koi tension aur pressure nahi...
Karishma: are di nahi bhabhi...hum toh chahte hai yahi hamari bhabhi bane..*overexcited*
Salma: Haseena beta apna vadha yaad rakhna...
Ragini: anu..
Anubav: hume apna vachan yaad hai
आप पढ़ रहे हैं
Taqdeer - Anuseena ki ✔️
Fiksi PenggemarSeparated by fate ,will fate itself bring them together?? What happens when they are unknown strangers and forced in a marriage together ,will they survive or ruin ...Journey of Anuseena ,how they overcome obstacles and find love 💕💕