raat

156 17 0
                                    


Continue from previous part

Bond- Haan ruk main bag lekar aati hu ..
Bondita apne books collect karti hai par useke ek book reh jaate hai ...📘

Few hours later
Anirudh goes his room
Ani in mind - Aaree maine apne books to
utha Ae hi nhi

Suddenly Anirudh sees that his book has fallen down

Ani- yeh mere book hai par mere nhi lag
rehi hai

He picks up the book look at it

Anirudh book open kar ke dekh ta hai

Ani- Aare yeh to bondita ke book hai

He turns the pages

Ani- Isse ni to apne notebook bhi
complete nhi ke mujhe sikha te hai
Apne book complete karne chaheya
Chalo iss ke book mein complete
kardita hoon

Anirudh book complete karta hai
At 9:30 ..

Ani in mind- dine jau ya nhi par raat bhi

hogai hai na agar vo raat ko
revision karti ho to kya karo
Ek kaam karta hoon phone kar deti
hoon ..

Mera phone kaha gaya
Anirudh ko phone miljata hai
Aare yeh kya phone ki to battery died
hai ab yeh to on bhi nhi hora hai - in
mind ani

Otherside bondita's house
Bondita apne room mein book dhud rahi hai

Bond in mind- Aaree meri book kaha
chali gai ....

Aaree haan main to Anirudh ke ghar
vo notebook lekar gai thi kahi useke
pass to nhi rah gai

Mujhe book complete karne thi
Complete nhi hai meri book

Ek kaam karti hoon phone kar leti
hoon

Bondita phone karti hai par phone to switch off hai

Bond in mind- iss ka to phone bhi off hai

Ab kya karu

Otherside..

Ani- dii hi aata hu

Ani window se nikal jaata bondita ke ghar ke taraf ...

Bond in mind- kya karu haan Suarabh se
puchati hu

Bondita calls Suarabh

Phone conversation

Bond- hello Suarabh

Suarabh- haan bolo bondita

Bond- Kya tum mujhe Anirudh se baat
karva sakte ho

Sua- haan kyu nhi main abhi use ke ghar
hi jaa raha hu 2min ruko

Bond- ok

2mins later

Suarabh Anirudh ki room mein jata hai par Anirudh waha par nhi hota hai

Sua in mind- yeh Anirudh inti raat ko
kaha chala gaya kahi bondita ke ghar
to nhi gaya

Sua- hello bondita lagta hai ki vo so raha
hai

Bond- Aacha thek hai

Sua- vaise tumhe kya bolna hai Anirudh
se

Bond- mere notebook use ke pass hai
Bas , jane do kal college mein le lugi

Sua- vo jab uth gayega thab baata duga
Ok bye

Bond- bye.😔.

Bond in mind- lagta hai aaj book nhi
milne wali

Bondita chair par baithi hai
Anirudh window se aata hai

𝐀𝐧𝐢𝐝𝐢𝐭𝐚: 𝐏𝐮𝐫𝐞 𝐁𝐨𝐧𝐝 𝐎𝐟 𝐋𝐨𝐯𝐞Where stories live. Discover now