Continue from previous part
Bond- koi baat nhi hum mil kar tayare
karege main hu na tum hare sath
Ani - ek Kam karte hain main tumhare
ghar aajayu .. padaai karne ke liya
Bond- Nhi kyu ki mere baba ki friends aaj
ghar aane wale hai ..
Ani- to tum mere ghar a jao
Bond- thek hai
Both left ..
Bondita's house
Bond- kya mini tu mere sath aati to
mujhe aacha lagta mujhe to Anirudh
ka ghar bhi pata nhi hai
Mini - mujhe market jana hai main aate
aate tujhe pick karoge na chinta
matt kar aur Anirudh ni tujhe
address diya hai na
Bond- haan diya hai
Mini- chal main chalti hu
Bondita apne ghar se bhar nikal ki jaa rahi hote hai bondita ko abhi tak
Anirudh ka ghar nhi milta
Aur Shubhra apna samna lekar ghar jaa rahi hoti hai thab Shubhra ka samna niche ger jata hai bondita dekh leti hai
Bond- Aaree Aaree aunty sambal ke
Shu- haan aaree tum matt uthyo mera
drive aata he hoga
Bond- bhout saman hai aunty main aap ko madat kar dite hu
Shu- vaise beta tumhara naam kya hai
Bond- mera naam bondita Chatterjee hai
Shu- bhout aacha naam hai
(While walking)
Shu- tumhe pata hai tumhare hi Umar ka
mera ek beta bhi hai
Bond- Aunty suddenly Shubhra stop him
Shu- Aare mera ghar aagaya hai mere
sath mere ghar chaloge ..
Bond- aunty mein to bul hi gai
Shu- kya hua bondita kya bul gai tum
Bond- mere friend ki ghar jana hai mujhe
Suddenly phone rings📲
Phone conversation
Bond- hello..kon
Ani- Aare bondita main Anirudh
Bond- Haan bolo Anirudh
Ani- main keh raha ta ke tum kaha ho
Abhi tak aai kyu nhi
Bond- Haan main aarahi hu .. vaise
tumhara ghar kaha hai maine bhout
dhuda par mila hi nhi
Ani- tum ne address check kiya
Bond- haan kar liya
Ani- tum kaha khadi ho..
Bond- zameen pe 😂
Ani- mera matlab vo nhi
Bond- tu kya hai
Ani- tumhare side mein ghar hai shop ya
aise cheez jo mujhe pata ho
Bond - tum ruko mein ek aunty se puch ti
hoon
Ani- Haan pucho..
Bond to Shubhra- aunty kya aap Anirudh
Roy Chaudhary ko janti hai
Shu- haan bhout aachi tarike se janti hu
Bond- kya aap baata sakte hai vo kaha
rehte hai
Shu- batt kiya main tumhe chod hi aati
hu vaha
Bond- kya sach mein aunty
Shu- haan haan bilkul
Chalo mere sath
Bond- ek sec aunty mein mere friend se
baat kar lu
Shu - haan
Bond- Hello
Ani- haan hello bolo kya kaha
Bond- Anirudh vo aunty keh rahi hai ke
tumhare ghar chod dege
Ani- haan to aajao
Bond- haan aa to jau ge par yeh aunty
jhute hui to
Ani- unn aunty ka naam kya hai
Bond- mujhe nhi pata
Ani- to pucho na
Bond- haan
Aunty vaise aap ka naam kya hai
Shu- Mera naam mera naam Shubhra hai
Bond- aacha
Anirudh unn aunty ka naam
Shubhra hai
Ani- kya Shubhra pura naam
Bond - aunty puch na nhi chaheya par
puch rahi hu kiya app apna pura
naam baata sakti hai
Shu - haan kyu nhi mera pura naam
Shubhra Roy Chowdhury hai
Bond- kya matlab aap Anirudh ke
mummy hai
Shu- haan Anirudh mera hi beta hai 😊
Bond- ek sec aunty main Anirudh ko
baatadi te hu
Shu- haan
Bond- hello Anirudh vo aunty tumhare hi
mummy hai
Ani- kya sach mein
Bond- haan mein aati hu aunty ke sath
Ani- haan thek hai
Phone conversation ends
Shubhra n bondita comes home
Ani- aagai tum
Bond- haan
Ani- aacha huaa mummy aap vahi thi
Shu - aacha thik hai ab tum dono
padaai kar lo main aati hu
Ani - chalo
In Anirudh's room
Bond- yeh kya hai
Ani- mera room aur kya
Bond- yeh room kam kabad khana zyada
lag raha hai bhout ganda hai
Ani- 😟
Bond- Dimag saaf kar liya hai to room
bhi saaf kar liya karo
Ani- tum mujhe tanne marr rahi ho
Bond- ji nhi room saaf karo fir padaai
start karte hai main tumhare madat
karti hoon
Ani- thek hai
Dono room saaf karte hai
Hone ki baad
Bond- dekha kinta aacha lag raha hai
Ani- haan bhout aacha lag raha hai
Shubhra comes
Shu- yeh kya yeh tumhara hi room hai na
Anirudh
Ani- mummy..
Shu- inta saaf main to saaf karte karte
thak jaate hoon par ye he ki samna
bekhre hi deta tha
Bond- 😀ab se samn bekhra to isse hi
saaf karvan 😁
Shu- yeh lo tum dono ke liya chai pe lena
Ani - thek hai mummy
Shu- ab main chalte hoon ..
Bondita Anirudh aache se padaai
karte hai ...
Mini comes ..
Mini- Anirudh...bondita ....
Anirudh and bondita comes
Ani- Aare mini tum aao na
Mini - Nhi Anirudh main to bondita ko
lene aai hoon chal bondita
Bond- haan ruk main bag lekar aati hoon
To be continue...
Precap : raat ko
Please give your valuable comments and review to this part and comments karna matt bulna ..
