Continue from previous part
Bond in mind- mujhe laga Anirudh mera
naam lega par vo to kise aur se pyaar
karta hai ,ab kuch nhi ho sakta , ab
mujhe Anirudh ko apne dil se nikal na
hi hoga....
She is crying in his room
Mini comes
Mini- Aare bondita tu Ro kyu rahi hai
Kya hua kise ne kuch kaha kya
baata na
Bond- (wiping her tears ) nhi to kuch nhi
Mini- ab tu mujhe se jhut bolege baata di
na
Bond- nhi mini yasi koi baat nhi hai ..
Mini- thek hai main uncle se jake puchati hu...
Bond- ruk baatati hu...
Main.. main Anirudh se pyaar karti
hu par.
Mini- kya sach mein tu b..
Suddenly mini stop
Mini in mind- nhi ...
FLASHBACK...
Ani- mini tum hi pata hai na ki main bondita se pyaar karta hu ..
Mini- haan pata hai Anirudh
Ani- to tum dono (Suarabh and mini)ko mera ek kaam karna hai ..
Sua- konsa kaam karna
Ani- main kal bond ko propose karn
wala hu
Mini- kya sach mein
Ani- haan aur thab tak tumhe bond ko
kuch nhi baatana hai ke main use se
pyaar karta hu
Suddenly mini
Mini- par yasa kyu🤨 ...
Ani- kyuki main use surprise Dena
chahta hu aur mujhe pata hai ki vo
bhi mujhse a bahut pyar❤ karthi e hai
hai per pata nahi Kahe nhi pati hai
aur tum dono ko Jo yeh Garden hai
hana
usse Sajana Hai flowers 🌹se aur aur
rasgulle 😍Lana na Mat Bhulna aur ek
kam Jarur karna Kisi bhi flower ke ke
andar Ek camera fit kar dena Kyunki
Mujhe Hamare pahle a date ki yaden
chahie
Sua- ok sab ho jayega 👍
FLASHBACK ENDS
Bond- kaha kho gai thi tu ..
Mini- nhi nhi kuch nhi ...
She started crying 😭
Mini- bondita yeh time roone ka nhi hai
Bond- to kya karu 😭😭
Mini- tu Roi ge to Anirudh vapas to nhi
aajaye ga na tu roo rahi hai taklef kise
ho rahi hai tujhe na Anirudh kya vo to
apne girlfriend ki sath busy hoga
Ab roo matt ok
Bond- haan to sahi keh rahi hai mujhe
roo na nhi chaheya 🥺
Mini- tu na koi yasa kaam kar jaise tujhe
roona na aaye ok agar uncle aunty
dekh liya to kya jawab dege
Bond- thek hai try karti hu 😞
Mini- thek hai ab main aati hu
Aur roona bilkul nhi....
Bond- ok bye
Mini- bye
Mini in mind- Anirudh ko yeh baat batani
hoge ab to handle kar liya hai par yeh
bondita zarur ab bhi roo rahi hoge
Bhout bura lag raha hai bondita
tumhare liya sab pata hoti hui bhi
main tujhe kuch baat nhi sakti bas
kuch der aur intzar kar
