pyar ❤hai?

137 12 0
                                    


Continue to the next part...

Next morning

In college

Ani- bondita

Bond- haan bolo...

Ani- kal raat ko jo bhi hua tumhare papa
ko pata to nhi chala na...

Bond- Aare nhi nhi ... kuch pata nhi
chala ..

Ani- Tumne meri bari mein nhi baataya

Bond- kisi ko

Ani - tumhare papa ko

Bond- baataya na

Ani- kya baataya

Bond- yehi ki tum mere college friend ho

Ani- aur

Bond- Aur kuch nhi

College over ....

In Anirudh's home....

Bondita ani ke ghar ke darwaze ki bhara kadhi

Bond- Aunty Anirudh

Shu- aayo na andhar

Bondita andhar aati hai

Shu- bondita Anirudh to Suarabh ke ghar

gaya hai thab tak tum usse ke room
mein ja kar padaai karlo thek hai

Bondita nod

Shu - mujhe kuch kaam hai main chalti
hu

Bond- thek hai ..

Bondita Anirudh ke room mein jati hai

Bond in mind - aacha hai room janda nhi

kiya yeh kya isse ne shelf bhi banva
liya aur books bhi arrange kar ke rakhe

hai nice...

Sometimes later

Yeh Anirudh kab aaiye ga 15mins hogaye hai ek kaam karte hoon book📘 padte hoon.. bond said
Bondita ka hath book tak nhi pohuch ta

She takes a stool

Bondita kadhi ho ke dhud hi rahi hoti leti hai thab hi

Anirudh comes...
Ani in mind -😎

Ani-Bbbbbhhhhyyyooo ...

Bondita darren ke ger ne wali hoti hai
He grabs her

Both lost 💞❤💞in each other's eyes
Shubhra watching from afar

Shubhra in mind- kitni lag rahe hai dono

ek dusre ke sath Anirudh ke liya
bondita perfect 👌lag rahi hai...

Sampoorna comes ...

Sam - mummy mujhe dress karedne ke liya paise do na...

(Kardiya na disturb)
Shu- tu chal yaha se main deti hu..

Bond- uthro mujhe ...
Ani- haan ...

Anirudh bondita ko uthr deta hai ...
Bond- kaha gai thi tum ..

Ani- vo main Suarabh ke ghar gaya tha Bond- tumhe pata Haina ke iss time par

hum study karti hai

Ani- pata hai par mujhe laga ki main tum

se phele aajuga study karte ha na
chalo

Bond- haan (in mind- yeh mujhe kya ho

jata hai jab bhi Anirudh mere pass
aata hai ajeb as ihsass hota mera dil
aur zor se dhadk ne lagta hai kahi
mujhe pyaar❤💞 to nhi ...nhi yasa
kuch nhi )

Ani in mind- jab bhi mere pass hoti hai
mujhe inta aacha kyu lagta hai aur
aisa lag ta hai ki use apne ap se dur
na karo kahi mujhe ❤pyaar to nhi hua
nhi nhi....

Bond- aaj ke liya bas inta hi
Ani- ok

Bondita left from Anirudh home
______________________________________

Next day

College over hone ke baad

Ani- bondita
Bond- haan bolo

Ani-chalo aaj mein tumhe tumhare ghar
chod deta hu
Bond- nhi main chali jauge
Ani- chalo na plz 🙏🏻

Bond- thek hai ...

Bondita aur Anirudh jaa rahi hote hai
Rasta mein mandir (temple ) dekht te hai bondita ko

Bond- Anirudh Ruko ruko

He stops the car
Ani- kya hua

Bond- vo dekho mandir chalo na bhout

din ho gaye main mandir nhi gai
Ani- tum jao mein yaha tumhara intzar
karta hu ok

Bond- hum phele bhi to gaye hai na

(me - gai hoge kab part bhout lamba ho
jaye ha iseliya cut kar diya )
Ani- haan

Bond - to chale

Ani- ok chalo

Anirudh aur bondita mandir mein jaati hai ...

Bond to durga maa, in mind-
Durga maa kya mujhe sach mein
Anirudh se pyaar hogaya hai kya sach
mein vo mere liya bana hai kya vo bhi
mujhe se pyaar❤ karta hai agar haan
to
main bol dungi apne dil ke baat agar
vo mujhe pyaar karta hai to koi rasta
dekha iya durga maa
Ani in mind- durga ma bondita ne kaha

tha ap se jo bhi dil se maango to vo
puri hote hai aur aaj main apse
Bondita maag raha hu mujhe bondita
se pyaar hogaya hai par

pata nhi vo bhi mujhe se pyaar karti
hai ya nhi par main use ki haan mein
aur na mein humesha sath duga agar
use ki na ho to main use force nhi
karuga

Suddenly bondita open his eyes and see that ki durga maa ki hathon se ful ger ta hai par vo Anirudh ki pass jaata hai

Anirudh apne aankhe khota hai

Ani- Chale bondita

Bond- ek sec ruko

Bond Vo ful utha kar Anirudh ko deti hai
Bond- yeh lo

Ani- yeh kyu
Bond- yeh ful durga maa ki hathon se
gera hai zarur tumne koi Wish mange
hogi hai na

Ani- tumhe kaise pata

Bond- kyuki khehti hai durga ma se dil se
prathna karo to yo prathna puri hone
wali hoti hai iseliya aur yeh ful durga
ma ki hathon se gera hai matlab
tumhare Wish puri hone wali hai
Ani- kya sach mein

Bond- haan waise Tumne kya maang
hai
Ani- main nhi baatau ga

Bond- baata yo na
Ani- nhi jab puri ho jaye tab baatau ga
Bond- pakka

Ani- haan pakka , bondita mujhe tum se
kuch khena hai

Bond- haan bolo

Ani- ke kal result hai 1 mahina kaise
chala gaya pata hi nhi chala
Bond- Aare haan main to bul hi gai thi
Bondita ka ghar aa jata hai
Ani- yeh lo aagaya tumhara ghar
Bond - thank you 🙏🏻

Ani- Aare isse mein thank you ki kya
baat hai , tumhe kya lagta hai main
pass to ho jau ga na

Bond- Aare mujhe lagta nhi pura vishwas
hai ki tum pass ho jao ge
Ani- ok bye kal milte hai 👋

Bond- bye 👋
To be continue...

Precap- Happy moments 😍

Give your valuable comments and review and next part miss matt karna











______________________________________





𝐀𝐧𝐢𝐝𝐢𝐭𝐚: 𝐏𝐮𝐫𝐞 𝐁𝐨𝐧𝐝 𝐎𝐟 𝐋𝐨𝐯𝐞Where stories live. Discover now