EPILOGUE!!

1.9K 134 41
                                    

Before starting the last part of my ff.. I hv decided to make es 3 yrs old.. now she will be turning 4 yrs old..
In short, u can say that hm went to mission when es was 3 yr 2 month old and today is her 4 bday.. hm is still on mission..

Continue

Next day.. as woke up and went in mj room to wake up es..
He saw es was sleeping soundly..
As sat on bed and caressed her hair..
As- pari..
Es- ummmmm.. and kept her head on his lap and slept again..
As caresses her face..
As- uthh jaao eshu.. happy birthday
Es- sab humari neend ke dushman hain..
As chuckles sadly and drowns in a similar memory with hm..

As- jaan.. suprabhat..
Hm- abhi nhi hui humari suprabhat anu..
As- uthh jaayie na jaan..
Hm- time kya hua hai?
As- 7.30 baj gye.. chliye uthiye.. thane jaana hai aaj..
Hm- uth rhe hain na.. waise bhi aaj khadus dsp ka routine visit hai..
As- hum khadus hain?
Hm- aap nhi.. ap toh anu hain na..
As- achha..
Hm- hmm..
As- chliye uthiye..
Hm- sab humari neend ke dushman hain..

Es gets up and as hugs her tightly..
As- happy birthday meri princess..
Es- ty papa..
Mj enters..
Mj- janmadin Mubarak esha..
Es- ty dadi..
Mj- welcm dadi ki jaan..
Ks comes and hugs es..
Ks- kaisi hai Bua ki jaan?
Es- achhi hun..
Ks- happy Birthday... and twirls her around..
Es- buaaa.. aise bachon waali harkate nhi karte.. bachi hain kya aap?
Ks drowns in a memory..

Ks was running in the whole house as she was not eating medicine being unwell..
Hm- karu.. yahan aayie..
Ks- nhi aayenge hum.. aap dawai khilayengi humko..
Hm- kya zid hai.. kyu nhi khani aapko davai..
Ks- kadvi hoti hai na bhabhi..
Hm- achha theek hai.. hum nahi khila rhe aapko..
Ks- sachi..
Hm- muchi.. ab yahan aayie.. hum chocolate khilayenge..
Ks comes and sits on hm lap..
Hm breaks the capsule and crushes it so that powder can be formed and mixes it in melted chocolate and feeds her..
Ks chuckles and eats it..
Ks- aisi davai roz khane ko milni chahiye
Hm- badmassh.. bachon jaisi harkate hain ekdum.. bilkul bachi hain aap..
Ks- bilkul.. apka pehla bacha..
Both chuckle..

Ks- bache toh hain esha.. lekin apni bhabhi ke..
Es- dadi.. mumma aaj aayengi na..
Mj emotionally- hn.. aa jaayengi eshu.. aap chalo fresh ho jaao jaldi..
Es- ok..

As- maa.. yeh.
Mj- janti hun anu.. mein kya koi nhi jaanta ki haseena kab mission se waapis aayegi..
Ks- humein toh itni yaad aati hai na bhabhi ki.. woh hoti na toh humara kitna khayal rakhti jab hum pregnant the..
As- sach mein behna.. achha humara bhanja aur aaradhya kahan hai?
Ks- aaradhya aur anshu vyom ji ke saath hain filhal..
Mj- anu eshu ke doston ko bula liya na..
As- ji Maa..

At 5..
All were present their dancing and enjoying but es eyes were only searching for hm..
As- cake Kato eshu..
Es- nahi papa.. jabtak aaj mumma nhi aayegi hum cake nhi katenge..
Ks- aise nhi karte na esha..
Es- nhi Bua..
Am- cake kaatlo na eshu..
Es- hum cake nhi kaatenge nani

Someone- kyu nhi kaatna cake?
Es- mummaaa.. and runs towards her..
Hm picks her up in her arms and twirls her around..
Es hugs her happily and cries..
Es- aap kahan the mumma?
Hm- baby aapko bataya tha na hum bad people ko marne gye the..
Es- humne bahut miss kiya aapko..
Hm- humne bhi eshu..

Ks goes and hugs hm..
Ks- bhabhiii.. Kitni der lagayi aapne
Hm- ale mela bacha.. ab toh hum aa gye na..
Ks- bahut miss kiya humne aapko.. aur aapke bhanji bhanje ne bhi..
Hm breaks the hug..
Hm- kya.. kya kaha aapne.. aaradhya aur..
Ks smiles- aapka bhanja.. ansheer singh urf anshu..
Hm hugs ks in happiness..
Hm- kahan hai?
Ks- patidev ke saath.. rukiye laate hain.. tabtak baakiyon se miliye..

Hm- moves towards mj..
Both hug each other..
Mj- kahan thi tu hn? Itna samay toh aajtak anu ne bhi kisi mission par nhi lagaya.. agli baar aisa kiya na toh baat nhi krungi mein tujhse..
Hm chuckles with tears.. and tightens the hug..

Am and ps come and caress hm hair and she hugs all the 3 mothers..
Cc and ss- di..
Hm looks behind..
Ss and cc hug her..

Hm moves towards as..
Hm- anu..
As looks at her with tears and hugs her tightly..
Both sit down hugging each other.. crying..
As- humne Kitna yaad kiya aapko jaan..
Hm- humne bhi anu..
As- koi itna samay lagata hai kya.. kahan thi aap itne samay... apka mission toh sirf 3 mahine ka tha na..
Hm- hospital mein the hum anu..
As breaks the hug..
As- hospital??
Loudly- kya hua hai aapko..
Hm while stammering- g..go..
As loudly- zor se boliye..
Hm- goli lagi thi..
As- kahan lagi thi?
Hm- left arm pe 2 lagi thin..
As- kyu krti hain aap aisa jaan.. baat nhi krenge hum apse..
Hm- sorry anu.. ab aap aise gussa kroge humpe.. hum abhi aaye hain na.. aur hum aapke liye ek good news bhi laaye hain.. (cutely)
All chuckle at her cute antics..
As- achha chliye.. nhi daantenge aapko..
Hm kisses his cheek..
All- ahm ahm..

They separate

Ks- bhabhi.. aapka bhanja..
Hm smiles and holds him in her arms..
Hm- ale Mera anshu..
An smiles..
Hm- bilkul mere pehle bache pe gya hai..
All laugh.. an also laughs seeing everyone laugh..

Ks- lekin good news kya hai?
Hm- 2 min rukiye..
After 2 min, a constable comes and hands over a letter to hm..
Hm- lijie aur kholiye..
As- magar hai kya ismein?
Hm- kholiye toh sahi..

He opens and reads the letter and hugs her tightly..
Ks- ama humko bhi dikhao..
She also reads and hugs hm tightly..
Mj- are aisa kya hai ismein?
Hm- yeh promotion letter hai kyunki karu aur anu ke Bina humara mission kabhi complete nhi ho Pata jiske mutabik ab hum hain dsp of Lucknow,  anu hain sp of Lucknow aur karu hai SHO of mpt, janpad Lucknow with immediate effect..
Ps, am and mj do nazar utarne waala action..
Cheetosh- toh aaj toh double celebration Banta hai..

Hm- toh cake kaat lein?
Es- yes mumma..
Es cuts cake and feeds hm first.. and then to the rest..

At night..
Es was climbing over hm and hugging her.. and hm was telling her stories .. after that she took her to mj room and mj and hm talked for a while..

In anuseena room..
As soon as hm enters, as pulls her and pins her to the wall..
Hm- kya kr rhe hain anu..
As- wahi jo pichhle itne mahino se nhi kr paaye.. aapko pyar..
Hm blushes..
As- hayye.. yeh aapka sharmana..
Hm dugs her face in his chest and hugs him tightly..

And they sleep in each other's embrace after so long!!!

Every love story has an end.. but their's will continue forever !!


THE HAPPY ENDING !!

Tysm guyzz for supporting and showering love towards my first ever written ff.. I never imagined that I cud even write a whole ff on maddam sir which wouldn't have been possible without your support..

Show mein toh najane anuseena kab ek honge.. par hum sab ke ffs inn umeedon ko jagaye rakhte hain.. such is our level of obsession for ms and anuseena..

At last.. I love ms.. I love anuseena and I love all of u who encouraged and supported and loved to read my ff!!

THANK YOU SO MUCH ❤

Regards
AEGLE

Anuseena- Love is in the air!!Where stories live. Discover now